Smartwatch App kya hai ?

Aaj ke Samay me Technology Me Kafi uplabdhiya Hasil Kar Li Hai. Jis kam ko karne me Hame pahle Kafi pareshaniya hoti Thi, Aur Mushkil se vah kam Hota tha. Un kamo ko ab Ham Technology ka use kar Ease tarike se pura kar sakte Hai. Technology Ne apna alag hi rutba Jama liya hai, Shui Se Lekar rocket Tak Banane me Technology ka bharpur istemal Kiya ja raha hai.

market Me ine Dino Smartwatch Kafi famous hai. Smartwatch apps ki sahayata se ham Sabhi AEE notification Ko Pa sakte Hai, Sath hi Ham Apne Moves Ko bhi aasani se track kar sakte Hai, aur bhi kai kam aasani se ham kar sakte Hai. smart watch Aisi Technology ka mishran hai Jis ki vajah se aap apps ka bhi use kar sakte Hai, jisse aapka kam Aur Bhi Aasan ho jaega.

Authy :-

Apni virtual pahchan ko surakshit aur secure Rakhna aaj ke Samay me bahut hi Jaruri ban gaya hai. apni virtual pahchan ko secure karne ke liye Har Koi Naye Naye Prayas karta rahata hai. Logo Ko apni virtual pahchan ke liye Ye factor authentication kam Me Lena chahie. yah bahut jyada hi aapko secure banaa sakta hai, is process ko Authy bahut Aasan banaa deta hai.

apple watch per yah aapko Orthetiket karta hai, Sath hi yah app dusre Kai side aur services ko bhi support karta hai, jisme Microsoft, Gmail, Yahoo, Apple, Dropbox, Twitter aur Amazon app Shamil Hai. security ke liye Smart Watch app sabse behtarin app Mani Jaati Hai.

Auto Sleep Tracker For Watch :-

Kai Vyakti apni Raat Ki Nind se Kafi Pareshan Rehte Hai. bahut se vyakti Aise Hai jinko Raat Me Nind nahi aati hai, unki Raat Ki nind Ud Jaati Hai. Kai vyakti Aisa sochte Hai Ki vah is baat ki jankari Rakhe ki vah Kitna sote Hai aur Kitna Jagate Hai. in Bato ki jankari ke bad vah apni aadato Me Sudhar karne ka Prayas Kare. yadi aap Kisi pareshani Ka Shikar ho rahe Hai, to aap auto sleep tracker ki madad Le sakte Hai.

yah aapko bataega ki aapane kitne ghante ki Nind li hai aur kitne ghante ki nahi. yah aapko Ek Puri report taiyar Karke Dega Saath hi aapko yah bhi batata hai, ki aapki Nind ki quality Kesi thi. iska use karne ke liye aapko sirf Apne Bistar per apple watch ko pahan kar Rakhna hai, Jiske bad Puri process automatically ho jayegi. yah aapko bataega ki aapane kul kitne Samay ki Nind li hai, aapke jagane ka Samay, vah aapko raat me kitni der tak jagte hai, Jaise Sabhi activity per Najar rakhte hai, light sleep aur sleep record kar monitor karta hai.

Itna karne ke sath hi yah aapki heart rate ko FIR track karta rahata hai, is app ka use karne ke bad aapko Raat Ke Samay apni sehat ko Lekar Kisi bhi Tarah Ki Chinta karne ki jarurat Nahi Hoti Hai, yadi aapko apni Nind se Judi Kisi bhi Tarah ki koi pareshani hai, to aap ek bar is app ko Jarur try kar sakte Hai.

News 360 :-

vyaktiyon ko Apne Mod Ke anusar news janne ka bahut Shauk hota hai, yadi aap bhi apni Manpasand khabre Janna Chahte Hai, To AAP news 360 app ka use kar sakte Hai, Yah aapko apni Manpasand khabre janne ka mauka Milta Hai. Sabse pahle yah app Aap ki Pasand ke bare me jankariyan ko ekatrit karta hai, Jab aap iPhone Me Apni Manpasand khabro jankari ko add kar dete Hai, To aap apple watch app ke jariye Badi aasani se storage access kar sakte Hai aur apne Manpasand khabro ko Jaan sakte Hai.

Find your car with AR :-

Jab Ham apni Car se Kisi Jagah Jaate Hai, to Hame parking karne me Kafi pareshani hoti hai aur yadi Ham apni Car ko Park kar dete Hai, to use dhundhne Me Kafi pareshaniyan ka Samna karna padta hai, Is Tarah Ki pareshani Ka apne Bhi Kabhi Na Kabhi ehsas kiya hi hoga Kyunki Ek Jaisi Kai Car hone se Ham apni kar ko dhundhne Me Kafi Pareshan Hote Hai. yadi ham find your car ke iPhone app version se apni Park ki Hui Car ko dhundhte Hai, To Hame Kisi Tarah Ki pareshani ka Samna nahi karna padega.

yah app Ek madad leta hai yani ki ek OrgumentedReality view ke Hamari Car ki direction ko batata hai, lekin apple watch Real Me yaar kam Me Nahi Leti Hai, Lekin yah Hamari Car Ka Pata Lagane Me Kafi madad karti hai. Jab Ham apni Car ke pass Jaate Hai, To yah Ek Hame Suchit kar deta hai aur iski real location ko batata hai. Smart Watch app ki madad Se Car ko lock karna Sabhi Ke Liye Ek Naya Anubhav Hai Jise Kafi Pasand Bhi Kiya ja raha hai.

Moment-pro cam :-

Aksar Logon Ko photo khinchne ka bahut jyada Shauk Hota Hai, Lekin Kai bar Logon ke man me koi creativity aati hai, ki kya Ham Ek Jagah Baithe Baithe dur ki photo khinch Sakte hai, aap Aisa sochte Hai, To aapke liye apple watch sabse behtarin option ho sakta hai. aap ek Jagah Baithe Baithe Apne apple watch se iPhone camera ko control kar sakte Hai.

aap ek Jagah baith kar photo khinchna Chahte Hai, To moment pro camera ko use kar sakte Hai. Shath hi Apple watch apps of bahut Sare Aur Bhi kam kar sakte Hai, our photo khinch sakte Hai. video shoot kar sakte Hai. Yaha tak ki Real aur point camera ke bich switch bhi Badi aasani se kar sakte Hai. aap Chahe to apni photo ke liye ek reminder bhi set kar sakte Hai. photo khinchne ke liye Apple watch behtar majedar Anubhav me se Ek sabit hoga.

Microsoft Translatoor your :-

Duniya Me Kai Tarah Ki Bhasha hai aur Har vyakti ko sabhi bhashaon ka gyan ho aisa Jaruri Nahi, yadi Ham Ek Desh dusre Desh ja Rahe Hai, To Hame vahan ki bhasha nahin aati hai, To Ham Microsoft translation ka use kar sakte Hai, iska istemal karne ke liye aap apple watch Ka use kar sakte Hai. Microsoft translator Ek calling shabdon our ko English ke alava aur bhi Kai bhasha me Badal sakta hai.

Jab aap microphone icon per Click Karenge to ap jis Language Me Anwar Chahte Hai Usi Language me aapke screen per aapke kahe gaye Shabd ke anuvad Najar Aane lag jaenge. ise sunane ke liye aap speaker ke icon per type kar sakte Hai Jiske bad aapko yah Shabd aap ki bhasha me Sunai dega.

10% happier :-

Bahut se log Aise Hai Jinke Jivan Me Khushiyon Ka abhav Hai, yadi aapki Jindagi Me Khushiyon Ka abhav Hai To 10% happier aapke liye behtrin sabit ho sakta hai. Ye silent meditation ki series aapko offer Karta Hai, Sath hi yah aapke Sharir AVN dimag ko bhi Shant Rakhta hai. Free iPhone version chuninda meditation offer Karte Hai. iska basic version apple watch version ko kaha Jata Hai. Ise kam Me lene ke liye aapko Apne iPhone version ko open karne Ki avashyakta Nahi Hoti Hai. Har Koi apni Kalai Se Standalone App Ki Tarah Run kar sakte Hai.

Google Play Store पर Fake apps की शिकायत कैसे करे?

Photography के लिए कौन-सा Apps इस्तेमाल करें

Indian Government के 6 Apps , हर समस्या का है समाधान

ये 5 Apps Mobile में Install करें, कमाए पैसा ही पैसा

Ghar Ke Gadgets Upgrade kaise kare?

Leave a Comment