Ghar Ke Gadgets Upgrade kaise kare?

Aaj ke Samay me Har Koi upgraded Rahana Chahta Hai. upgraded Rahane ke liye Hame apni Har Ek chij Ko upgrade karna hoga. Kai vyakti Apne Ghar Ko Upgrade karte Hai, kai purane Ghar Se naye ghar me Jaate Hai, To Kai vyakti Apne smartphone ko upgraded karte hai, lekin Yaha Ham baat kar rahe aapke ghar me istemal Hone vale entertainment Gadgets ki jinhe aap Aur bhi upgraded kar sakte Hai.

vaise to aaj ke Samay Me Har Koi apne ghar me entertainment ke Kai gadget ko use karte Hai, Jo fully automatically upgraded rahte Hai, lekin market Me Ab Unse bhi upgraded Kai gadget aa gaye Hai Jinka use kar aap apne ghar ke entertainment budgets ko Aur Bhi Jyada Upgrade kar sakte Hai, chaliye Jante Hai, Ki Aakhir vah kaun kaun se Gadgets hai, jo Hamare ghar ke entertainment ko upgraded kar denge.

video streaming :-

video streaming ko har Kai use Kiya Ja sakta hai, Har Koi apni jarurat ke anusar Kai Tarah Ke video streaming ka use karte Hai, lekin in dino upgraded entertainment Gadget me Google Chromecast aur HDMI dongle Market Me launch Ho Chuke hai. Google Chromecast Jab pahli bar market Me launch hua tha tabhi Se Yah logon ka sabse pasandida training dongle ban gaya hai.

latest Google Chromecast lagbhag 800 Se Bhi Jyada apps ke sath compatible hai , Jiska output full HD 1080 resolution hi Jaise Ham Apne laptop tablet ya smartphone ke sath use kar sakte Hai. aur Apna favourite content play kar sakte Hai. Iske compact design Ke Karan ise Badi aasani se TV ke piche Connect kiya Ja sakta hai, Jis per Kisi Ki Najar bhi nahi padegi aur aap upgraded gadget ka use kar sakte Hai aur apne entertainment gadget ko upgraded banaa sakte Hai.

Amazon Fire TV Stick 4K :-

Adhikansh DTH services Aaj Bhi Full HD se connected rahti Hai, yadi aap 4K content ko dekhna chahta hai to aapke liye Amazon fire TV stick 4K sabse best Option hota hai. market Me vaise to aapko Kai Tarah Ki gadgets mil Jaenge, lekin Amazon fire TV stick 4K aapke liye best gadget sabit ho sakta hai. Shayad yah aapke TV ke HDMI ports se directly connect ho jata hai, jo Kisi bhi device ko connect karne ka sabse aur Saral Tarika hai. Gadget aapke Kai Tarah Ke streaming strot Jaise Netflix Amazon Prime hotstar aur kai Aur Kai lotion main content ko prastut karta hai.

Video :-

LED TV backlight :-

Har Kisi Ke Ghar Me LED TV To hoti hai, lekin kya aapke LED TV upgraded hai. LED TV backlight aap ki LED ko upgrade bana deti Hai. Philips ambilight TV coloured backlighting ka option Deti Hai. Jab aap apni LED TV ko chalu Karenge to Uske content ke anusar screen lighting automatically change hoti rahti hai, yah bahut hi Shandar experience rahata Hai, isase Hamari Aankhon Me Tanav kam Hota Hai.

yah feature aapko third party attachment ke sath Milta Hai, Jo Amazon per Alag Alag kimat me aap ko aasani se mil sakta hai. iski khasiyat hai, ki LED strips Hamari TV ke piche aasani se Chipak Jaati Hai Jo USB port se power Leti Hai. Physical wireless remote ke Saat hi Aati Hai Jo Jo brightness ke level control karne ke sath me rang ko bhi aasani se control kar sakta hai. Jab Ham iska installation Karte Hai To Ham Apne TV ke size ke Anusar Iske cable ko kam ya Jyada aasani se kar sakte Hai.

Audio :-

MI soundbar :-

Jab Ham Koi naya LED TV lete hai , to Kai bar unhe volume ki bahut jyada problem Aati Hai. bahut Sare users ki Shikayat hoti hai ki LED TV ke speaker se awaaz bahut kam aati hai aisa Hamari TV ke film design Ke Karan Hota Hai. Hamari LED TV me internal speaker ka Aakar aur Output bahut jyada kam ho jata hai, Jis vajah Se Hame sound kam Sunai deta hai, lekin aapki is pareshani ka Samadhan xiaomi ka MI SoundBar kar sakta hai.

MI Sound Bar 8- Speaker Driver Setup ke roop me bahut hi Shandar sound Deta Hai, Iski quality bhi ultimate hai. MI soundbar stylish look me hai aur iska setup karna bhi bahut Aasan hai. ise koi bhi Badi aasani se setup kar iska upyog kar sakta hai.

Amazon Echo Plus :-

Eco plus aapke ghar ko aur bhi smart quotient ko next level per Le jata hai. Sath Hi aapko Alexa voice assistant Ke Bhi facility deta hai. Amazon echo plus 1 build in zigbee Smart home hub ke sath Aata Hai. Essay aap smart lights Fire Stick 4K Jaise supported devices ko control kar sakte Hai. echo plus speaker me 74 field microphones bhi Lage Hue jo aapko Alag Anubhav Dete Hai.

पुराने Gadgets कहां और कैसे बेचें ?

इस Valentine GF को महंगे gift की जगह दे ये Security gadgets

Fake Gadgets से हो सकती है आपको बड़ी परेशानी

iPhone Ko Is Trick Se Banaye Smart

बच्चों को Mobile की लत से कैसे बचाएं ?

Phone को Computer का Mouse और keyboard कैसे बनाएं ?

Best quality में ये हैं सबसे सस्ते Earphones

Leave a Comment