iPhone Ke Liye Kaun Sa App Best Hai?

Apple phone Ki Diwangi logo ke sir chadhkar bol rahi hai. Har Koi Apple phone kharidna Chahta Hai. Kuchh Samay pahle Kai vyaktiyon Ke Liye Apple phone kharidna mahaj ek Sapna Hota tha, lekin aaj ke Samay main bahut se vyaktiyon ke pass Hame iPhone dekhne Ko Mil jayega. Mobile market mein jab se smartphone ne Apni pakad banai hai, tabhi se Apple ne bhi apni Kamar Kaste hue Hue Apne models ko upgraded karte hue apne Device par Kafi Dhyan Diya Hai Taki uses Ka Dhyan vah apni or aakarshit kar sake.

Technology ke Shetra ki digaj company Apple Customers Ka Dhyan apni aur Akarshit karne ke liye Apne device Mein camera aur battery per Vishesh Dhyan Deti Hai. Company ne apne device me Kafi Kuchh badlav Kiye Hai, Jis Ka natija yah nikala hai ki ab Har Koi Apple Phone ko Pasand Kar Raha Hai.

Aapke pass bhi latest iPhone hai aur unme kai apps maujud nahi hai, to aap ke liye Aaj Ham Aise Kuchh best utility apps ki list Lekar Aaye Hai Jo aapke liye behtar tarike se kam Karenge. yadi aapke phone mein utility apps Nahi hote hai to Aapka phone sahi tarah Se Kam Nahi karenga. Apne iphone ki storage ko badhane ke liye aap bahut Sare apps Ko download aur Install kar sakte hai, Aaj Ham aapko Kuchh aise hi utility apps ke bare mein batane Wale Hai Jo aap ke phone ke liye Shandar apps sabit ho sakte hai.

iphone best utility app

– Microsoft Office Lens

– Firefox

– 1 Blocker X

– Converter Plus

– Gboard

– Cortana 

Microsoft Office Lens :-

Aap yadi Apne iPhone me Microsoft Office lens app ko Install kar lete Hai, to aap apne iphone mein inhe install kar sakte Hai, jo aasani se aapke documents ko high quality ke sath scan karta hai, aur Editable tax Mein convert karta hai. Aap Chahe to scanned image ko mark abhi kar sakte Hai aur use Photo, PDF, Word and PowerPoint, OneNote format Mein aasani se sev kar Rakh sakte Hai. yadi aap in files ko iOS share sheet ya email per share karna chahte Hai to vah aap aasani se kar sakte Hai.

Firefox :-

Firefox iPhone Par bhi Behtar tarike se kam Karte hai, Kyo Ki yah Ek opensource Brouser Hai. Layout safari ki tulna mein uska tab clear Hota Hai. Desktop or favorites Firefox ko sink karne ki yah facility deta hai. Ismein article ko reading list option Mein padhne ke liye sev Karke aasani se Rakh sakte Hai, Sath hi reading view popup se yah mobile ko Dur bhi Rakhta hai.

1 Blocker X :-

Aaj ke Samay Mein Koi Bhi vyakti bematlab ke advertisement ko Pasand Nahi karta hai, Jab Hamare phone per Is Tarah Ke advertisement show hone Lagte Hai To Hamari pareshaniyan Aur Bhi bad Jaati Hai,aur Aise Mein Hamari phone ki privacy Ko nuksan pahunchta Hai Sath hi hackers Kai Tarah Ke pop over advertisement se Kai Tarah Ki chijen kar sakte Hai. Is Tarah Ki pareshani se bachne ke liye ham Apne iphone mein 1 Blocker X app ko install kar ine pareshani se bacha sakte Hai. IPhone Mein yah app advertisement ko block karne ka kam karta hai. yah app Hamare mobile per aur Flexible and blocking experience or mobile back cover powerful experian ko dikhte Hai. yah aap aapko Kai Tarah Ke Malware se secure Rakhta hai aur dusri Kai tarah Ki pareshani se aap ko Dur Rakhta hai

Converter Plus :-

All in one calculation ke liye aap ye app use kar sakte Hai. is App se aap Sabhi Tarah Se Jude hue number ko deliver kar sakte Hai, Kyunki yah All-in-One calculation hai. Currency conversion Se Lekar yah Loan ke byaaj ki jankari bhi aasani Se Kar leta hai. converter plus app tapman ko metric se Imperial management Mein convert karta hai. Distance, value, aur cooking ke alava Aur Bhi Kai Akele Mein badlav ke liye aap is app ka use kar sakte Hai. is app mein sirf unhi Conversion ko kam mein le sakte Hai jinhen aap Bar Bar use karte Hai iske liye aapko Conversion Ki Main list ko filter karne ki facility bhi milati hai.

Gboard :-

Ham dekhte Hai ki third party ke bahut jyada hi APP Hote Hai Windows phone aur Android phone ke liye uplabdh yah features acchi Tarah Se iphone mein Kam Nahi Karte Hai, lekin iPhone ke liye gboard bahut acche features deta hai, yah app Google ka hai. Google ka gboard app text entry work Mein leta hai, Jiske Chalte Yaha text message Ke Liye Jis ko search karta hai aur search result bhi show karta hai. aapke Jankari ke liye Bata De ki Google ka gboard App key-stocks record nahi karta hai.

Cortana :-

Voice se control hone wala Cortana app digital assistant hai, jo iPhone Siri ke sath me Aata Hai. yadi aap apne results ko Windows 10 PC ke sath jodna Chahte Hai aapke liye iPhone mein Cortana sabse best option sabit ho sakta hai. is app ko Apne iPhone mein rakhne se aapko place, vyakti aur Samay per aadharit ka reminder mil sakte Hai, Sath hi aapko aapke Jaruri Travels notification bhi deta hai.

Google Play Store पर Fake apps की शिकायत कैसे करे?

Paytm Credit Card, क्या है, कैसे करें Apply?

Signal App क्या है, क्यों और कैसे बेहतर है Whatsapp से?

Roposo-TV Mobile Application Se Kamaye Per Month 10,000 RS

Smartphone के लिए Best Photo Editing App

Leave a Comment