Handicraft Our Handloom Business ki Shuruaat Kaise Kare?

Bharat Desh Kalatmak Pratibha ka Dhani Desh Mana Jata Hai. Hamare Desh Mein Handicraft Business Ka Itihaas Sadiyo Purana Hai. is Business Se Jude Karigar Hamare desh Ki Sanskritik Pratibha (Culture-Talent) Ko Darshate Hai. Hamare Desh Mein Ye Unemployed logo ko Rojgar ka avsar de raha hai. is Business se sabse Jyada Benefited Pane wale log Gramin shetra Se Hai.

Big brand Indian handicraft for Handloom sector ko Sarkari yojnaon ke sath karne ka Prayas kar rahi hai, jisme Amazon aur Flipkart sabse Pramukh Rup se Shamil Hai. Global demand wale sector ka market 2024 Tak 1 lakh karod rupaye hone ka anuman Lagaya ja raha hai, aur is broadcast sabse Jyada fayda Bhartiya Handicraft our Handloom sector ko Hoga.

Is sector me total demand mein se 90 pratishat se jyada Indian product ke demand hai. globally is sector Mein badh rahi Mang ko Dekhte hue is sector Mein startup ke naye avsar ko best Mana ja raha hai, Kyunki Itni Atithi Diamond hone ke bad is Saptah ka adhiktar hissa aadhunik technology or Unorganized se Kafi dur hai.

Handicraft Our Handloom product kaun se Hai ?

is business mein bahut Sare product Hai Jo Ek dusre se Sabhi alag alag hai aur Sabhi product ka Apna Apna mahatva Hota Hai. Paschim Bangal ke aadivasiyon dwara Nirmit Gahano aur Jaipur ke Karigaro dwara Nirmit Prathna ko compare Karen tha donon Hi vastuon Ek dusre se bahut jyada hi alag hai. ise ha Dakshin rajyo ke Karigaro dwara Nirmit aur Purvi Rajya se sambandhit Karigar dwara Nirmit product bhi alag alag Hote Hai. Handicraft aur Handloom business Main Kai product ka utpadan Kiya jata hai.

Handicraft Our Handloom Business Ki shuruaat kaise kare ?

Bharat mein 10 Se Jyada Aise Rajya Hai Jaha Ka Handicraft Our Handloom Vishva Bhar Mein famous hai. is sector mein shilpkar, Karya kar, Bunkar ya dusre Logon ke pass Apne Sabhi product ko Pradarshan kar ya FIR use Global platform per laane ka koi bhi jariya Nahi Hota Hai. Aise product ko Global platform per laane ke liye aap ek E-Commerce platform bana sakte Hai. paramparagat Karigar se unke product kharidne ke bad unhen Bechne ki Apeksha mediate platform ek adhar hai, is sector Mein Ap kary karne se lekar customer product Bechne wale se directly contact kar leta hai, lekin platform aapka hi hota hai. aapko to Sirf use product ko Apne platform par lana Hota hai, aur uski marketing karne ka tarika sochna hota hai, jiske bad automatic sara kam Hota rahata Hai.

Ye startup rahe hai successful :-

Handicraft Our Handloom sectors mein Prashikshit aur Anubhav Karigaro ki ki Ghati sankhya Har Kisi Ke Liye Ek Chinta ka Vishay Bani hui hai. Karigaro ki ghatati sankhya ka Sahi Karan Hai Ki unhen Apne product ke Sahi Rate or product bechne ke liye system ka abhav hai. Aise Logo ke liye startup Ek Vardan sabit Hua Hai. In Karigaro ke liye aap Vishva Bhar Mein pahchan ka kam kar rahe Hai. jinme sabse Main Indilum our Karagiri hai.

Big Brand Hai Positive :-

Handicraft-Handloom Interesting mein Dekha Jaaye to vartman Samay mein in products ki America Europe mein bhi demand chal rahi hai. is demand ko Dekhte Hue bataya ja raha hai ki is sector Mein 2022 Tak 2 karod Logon Ko direct Rojgar mil sakta hai. E-Commerce sector Main big player Flipkart or Amazon is sector mein Kafi positive growth kar rahe Hai, Amazon main paramparagat Indian cuffed se Jude Kai product Amazon Karigar store per II uplabdh karane the jabki Flipkart mein Handicraft se Jude Logon Ko Joda hai.

Technology ka Kare use :-

Bhartiya Handicraft-Handloom Product Key badhate demand ka andaza ISI Baat se Lagaya Ja sakta hai ki Indian cost centre main main 70 lakh Se Jyada log Jude hue Hai, halaki unhen Apne product Bechne ke liye Ye to Shri companiyon ke Ek commerce platform per nirbhar Rahana Hota Hai. aap Inspector Ke Logon se Sampark Karen aur unhen is Baat Ko Samjho ki vah Kis Tarah direct Apne product ko Vishva Bhar Mein pahuncha sakte Hai. consultancy aur Technology se best yah facility pradan Karne Wale startup ke liye bahut hi Achcha scope Mana ja raha hai Aap Is Tarah Ke Logon ke liye kam paison Mein Ek Achcha E-Commerce Platform Taiyar Kare aur aur social media platform ki marketing ke sath hi dusri service ki training bhi den. is filled se Jude Logon Ko Technology service Dene Wale startup Mein Kafi growth Ke avsar Nazar Aate Hai.

Business और Job में क्या अंतर है, क्या करना हमारे लिए है बेहतर!

Women Home Based Business Kaise Kare?

Part Time Side Business Idea Se Kamaye Jyda Paisa

Leave a Comment