Social Media Platform Par Business Marketing Kaise Kare?

Bharat Main Har koi apna small start up business start kar raha hai. aaj ki generation wale Logon ke man mein sirf ek hi baat Baithi Hai Ki vah acche se padhaai Karke khud ka business start karen. business ko Sahi tarike se chalane ke liye unhen apne business ki marketing per bahut jyada Dhyan Dena Hota Hai. vaise To Har Koi Kisi bhi business ko Shuru karne se pahle Uske Har Pahalu par acchi Tarah Se Dhyan deta hai, lekin Kahin vyakti business ki marketing ko Adhik mahatva Nahin Dete Hain jis Karan unhen apne business Mein Kafi nuksan uthana padta hai.

apne startup Business mein Hamen offline marketing Ke Sath-Sath online marketing per bhi Jyada Jor dene ki jarurat Hoti Hai Kyunki aaj ka samay digital hai aur digital Bharat Mein Har Kisi Ke Pass smartphone Hona normal baat hai yadi aap apne business ki online marketing Karenge to aap ko apne business Mein Adhik Labh mil sakta hai.

Business marketing ke trikon mein ine Dinon Kafi badlav dekhne Ko Mil Rahe Hain. print Media se bhi jyada Jis Media ka istemal business marketing ke liye sabse Jyada Kiya jata hai vah hai social media platform is platform Par Har Koi apne business ki marketing karta hai. start up business ya small business online marketing ke liye Ye WhatsApp aur Facebook Jaise platform ko sabse Jyada mahatva Diya jata hai.

in donon social media platform ke alava 20 Se Bhi Jyada Aise Kahin social platform Hai Jin ka 30 pratishat Se Jyada startup marketing ke liye upyog Kiya jata hai. isliye Bharat mein startup system mein Kadam rakhne wale Har har vyakti ko social media platform par apne business ki marketing karna chahie aur apne business Ko Ek Nai level per Le Jana chahie.

Aaj Ham aapko bataenge ki aap social media per kin platform per apne business ki online marketing kar sakte hain? yadi aap apna business start kar rahe hain to aap apne business mein online marketing ke naye naye platform Ka upyog Kar aap apne business our product ya FIR apni Sansthan ko safalta ki nai unchai per Le Ja sakte hain.

Kis Social Platform Per Business Ki Marketing Kare?

social platform per Kai Aise platform Hai Jahan per Har Koi apne business ki marketing Badi aasani se kar sakta hai aapko sirf Kuchh Jaruri Baton Ka Dhyan Rakhna jaruri hai Jiske bad aap Badi aasani se apne business ki marketing kar sakte hain. bahut se vyakti in social platform ki badaulat thi Lakhon rupaye Kama rahe hain yadi aapane Bhi is Chhoti Si technique ko Sikh liya to aap ko apne business Mein safalta Hasil karne se koi bhi nahin rok Sakta. yadi aap in social platform per Ek Bar trend karne Lag Gaye to aap ko apne business Mein Kafi profit bhi ho sakta hai.

Facebook par Business Marketing Kaise Kare?

Facebook Ek Aisa naam hai Jisase Har Koi Bhali Bhati Ye Janta Hai. bacchon Se Lekar Budho Tak Har Koi Facebook ke bare mein acchi Tarah Se Jaanta hai Facebook ko Ho Har mahine takriban 200 karod se Adhik log istemal Karte Hain. pure Vishva mein million Se Bhi Jyada business Aise Hain Jo marketing ya FIR Any business upyog ke liye Facebook ka istemal Karte Hain.

Jab aap Facebook ka upyog Karenge to aap janenge ki FB par II million Se Bhi Jyada advertiser Facebook per IEA maujud Hain. yadi aap ek young entrepreneur He to aapko Facebook ko marketing platform Mein sabse pahla option Rakhna chahie. aaj ke Samay mein Facebook per Har Koi apne business ki online marketing kar raha hai aur Facebook par online marketing karne se unhen Kahin Tarah Ke profit bhi dekhne Ko Mil Rahe Hain isliye yadi aap apne business ko start kar rahe hain to Facebook per apne business ki marketing karna Kabhi Na Bhule Kyunki Facebook Ek Aisa jariya hai aapke business ke liye Jo jo aapko tarakki ki nai Disha ki or Le Ja sakta hai.

YouTube par Business Marketing Kaise Kare?

Jab Bhi Hamen koi video dekhna Hota Hai To Ham internet per sabse pahle YouTube search karte hain aur vahan per Hamen Jo video dekhna hota hai use video ko ham dekh kar apna Manoranjan Karte Hain, Kahin vyakti Youtube ko sirf Manoranjan ka sadhan mante hain lekin Duniya Mein Aise Kahin vyakti hai jo YouTube ke Madhyam se karodon rupaye Kama rahe hain aur Unki popularity Bhi YouTube se hi hi badhati hai yadi aap apne business ki online marketing ke liye Youtube ka Chayan Karte Hain To to aap Dekhenge ki aapko aap ki Apeksha Se Bhi Jyada profit YouTube ke Madhyam se mil sakta hai YouTube per Har mahine Kareeb 190 karod user active rahte hain.

aap YouTube per apne business related 1 channel Banakar aap apne business ki marketing kar sakte hain aur use channel ke jarie aap Vigyapan Ke jariye Bhi kamai kar sakte hain aap apne YouTube channel par YouTube friendly advertisement ka istemal kar sakte hain. Jis bhi vyakti Ne YouTube ka upyog apne business ke liye Kiya unhone Apne startup ko safalta Ki Nahin uchaiyo per Khada kar diya hai. YouTube per aap Aise Kai vyaktiyon ko Dekhenge Jinke pass Ek Samay Kuchh Nahin tha lekin YouTube Ne unhen karodpati banaa diya hai aur aaj vah is position per hai ki vah Har manth Lakho karodo rupaye YouTube ke jariye hi kamate Hain.

WeChat par Business Marketing Kaise Kare?

Which platform ki yadi baat ki Jaaye to Yahan per Har mahine 2 karod Se Bhi Jyada active users ki sankhya darj Hui Hai aap WeChat ke features ki yadi Baat karen to transfer money AVN reservation, online shopping Ke Bhi Kahin option maujud Hain. business ki marketing ke liye ji Dekha Jaaye to WeChat sabse best option Mana jata hai yadi aap apne business ke product ya FIR service ko globally Le Jana Chahte Hain To WeChat aapke liye Sanjivani Buti ka kam kar sakta hai.

Tumblr par Business Marketing Kaise Kare?

Tumblr Ke active users ki sankhya Dekhe Jaaye to yah 642 million Se Bhi Jyada Hai. photo sharing, aur, video Anya Kahin features yahan maujud hai. Aapko Tumblr main Main Kahin Viral tag Jaise option bhi mil Jaenge Jo aapke business ki marketing Blog ke liye sabse Jyada upyogi Hote Hain. Sabhi European startup small business Tumblr ka sabse Jyada upyog Aaj bhi kar rahe hain.

Instagram par Business Marketing Kaise Kare?
Video aur photo sharing app Instagram ne Sabhi dusre social media platform ki tulna mein sabse Jyada growth Hasil ki hai is app ka upyog Aam Janata ke sath sath Desh Ka Har celebrity bhi Badi sankhya Mein Karte Hain Instagram per aap apni business profile ke Madhyam se apne product ko Yahan per promote kar sakte hain videshon mein yadi Dekha Jaaye to vahan ke mashhur startup bhi Instagram ka ka upyog apne business product vs service ko promote karne ke liye bakhubi se iska istemal kar rahe hain Instagram per yadi aap online business marketing ke liye upyog Karte Hain To aap aap yahan se yuddh ko sabse Jyada Akarshit kar sakte hain. aaj ki generation aur youth ko aapke startup se jodne ke liye aapko is Zaroorat Hai ki aap so karod Se Bhi Jyada active users wale Instagram social media platform ka upyog apne business ke liye Karen.

Youtube video Trending में कैसे लाये ?

Internet Use करने से पहले क्या करें और क्या न करें

Fake facebook ID क्या है, जानिए फर्जी Account Delete करने की Process

सोशल मीडिया से बने सुपरवुमेन कमाए लाखों रुपये?

Instagram से पैसे कैसे कमाएं, इंस्टाग्राम से पैसे कमाने का तरीका

Leave a Comment