Apna Business kaise Badhaye?

Digital world Sabhi Businessman ke carier liye har Taraf se madadgar sabit ho raha hai. Aaj ke Samay mein traditional Business Se Lekar startup ko Global id Banane Mein mobile apps successful aur mahatvpurn Tool ki Bhumika Nibha Raha Hai. Kai International Company abhi is par kam kar rahi hai, our vah jante hai, ki Technology se unhone Kis Tarah safalta Pai hai, khaskar Chhote Scale ke business ke liye tayar kiye Gaye smart APP bahut jyada hi upyogi shadit Hote ja rahe hain.

social connectivity Se Lekar meeting management, marketing or implies plant se judne ke yaha successful Mane Jaate Hain. in mobile app ka istemal Global Business community Mein Kafi badhta ja raha hai, is lekh ke Madhyam se Humne yah janane ka Prayas kiya hai, ki kaun si mobile app Businessman ke liye Jaruri hone ke sath hi istemal karne mein Aasan hai.

Aaj ka door digital door ban gaya hai. Technology Ki Kranti Ne Har Taraf kabjja kar rakha hai. mobile app Main Bhi Kai Tarah Ke segment dekhne ko mile hain. Kisi bhi business ko develop karne ke liye Hamen Har Tarah Ke Prayas Karne padte hain, bahut kam vyakti Jante Hain ki aaj ke Samay Mein Kai Aise mobile app maujud Hai Jinka use Ham apne business ko Aur Bhi bada bana sakte hain. Aaj Ham aapko Kuchh Aise mobile app ke bare mein bataenge Jinke istemal karne se aapka business our bhi Success ho jaega.

Prezi :-

Business ke investor aur dusre log Apne Idea ya FIR future plan ko batane ke liye PowerPoint ka upyog Karte Hain, lekin Europe Mein PowerPoint ka upyog nahi kiya Jata, balki Apna Idea aur future plan ko batane ke liye PowerPoint ki jagah Prazi ka upyog Kiya jata hai.

Skype :-

Is app ko so karod Se Bhi Jyada bar download kiya Ja chuka hai. Skype mobile app ka upyog globally 30 pratishat Se Jyada log startup ke liye karte Hain. is App Ki khasiyat Hai Ki Mahaj 1 click ke jariye hi koi bhi vyakti Kisi bhi device ke sath directly Chhod sakta hai. is app ka use karte hue aap Logon ke sath ki Gai apni meeting ko record kar sakte hain AVN 50 Logon Ko internet call kar sakte hain. Skype mobile app uska video aur audio ke sath text message AVN document sharing karne ki facility bhi deta hai.

Hootsuite :-

Social media ki sabse Jyada jarurat shuruaati Dino Mein startups ko Adhik Hoti Hai, Jinke pass Khud Ke prachar Prasar ke liye Jyada option Nahin Hote Hain Aise Mein Sabhi apps ko ek Sath manage karna Kafi chunauti purn ho jata hai. ese me integration ke liye sirf ek dashboard App Ki avashyakta hoti hai jisse pura karta hai Hootsuite. Hootsuite se aap post schedule content Online possession Jese kam aasani se ek hi dashboard se kar sakte hain apne business ke startup ke shuruaati Dinon Mein yah option aapke liye Behtar sabit ho sakta hai.

Mailchimp :-

Is mobile app ki sabse Vishesh Baat yah hai ki yah app limited free service Deti Hai. yadi aapke pass Ek customer data hai, to aap is app ke free service Ka upyog Kar aasani se apne service ya Kisi bhi Product Ki marketing kar sakte hain. is app ke free plan main aapko 2000 mail address per Ek Mahine mein 12000 mail asani se Kiye Ja sakte hain.

Iske bad yadi iski service aap use karna chahte hain to aapko pedplan ki avashyakta Hogi. apne business ke shuruaati Dinon Mein 2000 customer ko free marketing Mail ka option bahut jyada hi faydemand sabit hota hai kam investment wali companiyon ke liye yah bahut jyada Faydemand sabit ho raha hai.

Expensify :-

Business Mein Har din hone wale Kharcho ka hisab Rakhna Businessman ke liye Kafi mushkilo Bhara Hota Hai, Lekin Expensify Jaise Manager app aapke is kam ko aur bhi easy banate hai. yah App Chhote business ke liye Kafi upyog Siddh ho rahi hai. Android or iOS friendly is app ke Madhyam se receptor Aadi ko aasani se scan kar uska record sev Karke Rakha Ja sakta hai expensify app mein Personal plan, 10 plan ke sath corporate plan ki bhi facility Di gai hai. is App me ek version bhi diya gaya hai, jismei aap Har mahine 10 document aasani Se scan kar sakte hai.

Social Media Platform Par Business Marketing Kaise Kare?

Cyber Attack Se Apne Business Ko Kaise Bachaye ?

Health Industry main Business kaise kare ?

Sports Hai Business ka Aadhar

Leave a Comment