Health Industry main Business kaise kare ?

Bharat mein Teji se Grow kar rahe startup field Mein Sabhi yuvaon Ke Pass Businessman banne ke sapne ko pura karne ke liye behtarin avsar hai. Visheshagyo ke anusar Indian startup mein agricultural sector aur service ke alava health aur Wellness Sector mein aane wale 5 varsh Mein sabse Jyada growth darj ho sakti hai. Jis Ka mukhya Karan bataya ja raha hai, ki bhartiyon mein health ke Prati Badal Rahi soch hai.

Kai survey mein bhi is baat ka khulasa hua hai health aur Wareness Sector mein bhartiyon mein positive Soch bahut jyada hai. isase andaza Lagaya Ja sakta hai, ki Businessman Ke Liye yah shetra safalta Ki Sambhavna se Bhara Hua Hai. apni sehat ke Prati bhartiyon ki positive Soch in Dinon Healthcare sector Mein young Businessman ke liye behtarin business ke naye naye Raste dikha rahi hai.

health wareness interesting mein startup ke liye Sabhi yuvaon Ke Pass bahut hi badhiya chance Hai, Kyunki Kaha ja raha hai ki 2022 Tak Bharat mein Healthcare industry 8.6 trillion dollar Se Jyada hone ka anuman hai. yah Data sarve se prapt hue the. Aaj Ke Triend aur Logon ki Mang ko Dekhte Hue 2022 Tak 21 % Tak Nutrient Market mein badhotari dekhne Ko Mil sakti hai.

Upgrade required :-

Logo ke bich health ke Prati badal rahi awareness Ne yuvao ko business ke liye avsar aur Vikalp Diye Hai. Desh Mein bite varshon Mein Jim aur fitness Centre Mein Kafi growth darj ki gai hai. Bharat ke mukabale America mein fitness aur gym ki growth ki yadi bat ki Jaaye to, America aur China Humse Kafi Piche Hai. fitness mobile app aur wearable device car market yah vahan ke liye business ki Najar se behtar option sabit ho sakta hai :-

Market of millions :-

Healthcare market mein health Tech startup ki alava aur startups Ke Liye Nutrient Car market bhi bahut jyada Pramukh hai. Globally Nutrient car market 15 se 20 Hazar karod ka hai, lekin 2022 Tak yah market 21 % Growth kar lega. In Aakdo Ko Dekhte Hue aur badhati growth ko Najar Mein rakhte Hue aap startup bahut acche se Nutrient ke option ke sath market mein Apna business start kar sakte hain.

Herbal industry :-

Europe or America me herbal product ki demand Har varsh 11 pratishat ki dar se badhti Chali ja rahi hai. ine demands mein sabse Jyada Bhartiya products ki Mang badi hai. China ke bad desh ki herbal interesting ka Sthan Vishva Mein dusra hai. Diamond Jyada hone ke bad interesting traditional route per hi hai is segment mein aap kam kar apne business ko Behtar bana sakte hai.

Health Tech startup :-

vartman Mein Dekha Jaaye to Desh Mein 4800 Se Bhi Jyada health Tech startup Hai. investor health Centre ke Prati asangathit dikh rahe hai, aur invest kar rahe hai. 2008 mei healthtech startup ko Kareeb 504 hajar karod ki funding Mili thi, health Tech startup mein medical se related 59 receptors ko Higher Kiya Gaya Hai, Jinki India Jaise big population countries Mein sabse jyada jarurat hai.

Customer Detail Mein information Chahte Hain :-

Indian customer foot production aur uski marketing ko Lekar pahle se aur bhi jyada sajak ho gaye hai, Kai logon ka kahna hai, Ki Food Kisi bhi brand ka ho uski detailing Jankari uplabdh Hona bahut zaroori hai, kai vyaktiyon ka Manana hai, ki food per Sahi Jankari Nahi Hai, To vah Kisi bhi brand Ka ho vah use Nahi Lenge.

Har Koi Bharat mein Food clean level ki muhim Mein Badi sankhya Mein Jude hue hai, isliye Jo Yuva Healthcare sector mein startup planning kar rahe hai. vah food aur health se Jude Is Tarah Ke startup ki shuruaat kar sakte hai, Jo customer ko product ke bare Mein na sirf Puri Jankari prapt Karate Hai, balki customer ki health par Uska Kya Prabhav Hoga yah bhi unhen bataye.

Healthcare awareness se Jude Startup ki sankhya Desh Mein bahut kam hai. In Sabhi pattern per acche se planning kar aap market Mein Aate Hai, To na sirf aapko bahut jyada munafa hoga balki aap bahut kam Dinon Mein Ek Behtar startup ko sthapit bhi kar sakte hai.

Sports Hai Business ka Aadhar

Business Sahi Tarike se Kaise Kare?

Cement Industry Mein business kaise kare?

Fish Farming Business Kaise kare?

Handicraft Our Handloom Business ki Shuruaat Kaise Kare?

Leave a Comment