High Performing Leader Kaise Bane?

Kya team Leader ke Prayas se team ka Pradarshan Sudhar sakta Hai? aaj ke Arthik vatavaran ke Badalte Samay Mein leadership bhi Kafi chunauti Bhari ho gai hai. Behtar leader ya FIR high performing leader banne ke liye sabse pahle Hamen Apne mind ko leader Ki Tarah banana hoga.

pleader Jis Tarah Se Sochta Hai Jis Tarah Se Kam karta hai, Jis Tarah vah dusre vyaktiyon se baat karta hai vah sari skills Ham Main Apne andar laani Hogi tabhi Ham ek behtar aur high-performing Leader Ban sakte hai. Aaj ke Samay Mein Kai company Aise Logon Ko Adhik mahatva De rahi he Jo Apne team ko sath mein Lekar Chalte Hain, company Mein Aise Logon Ko Adhik mahatva Deti Hai, Jinke pass long-term vision hone ke sath hi Khud Ko dusre logo Se Alag sthapit karne ki shamta ya dakshata hoti hai.

Kisi bhi Team ke dwara kiye Gaye Shandar performance Ke Piche team leader ka bahut bada Hath hota hai, Kyunki team leader jab tak Puri team ke logo Ko protsahit Nahi Karega aur unhen ek Disha mein chalne ke liye Inspire Nahi Karega tab tak team Shandar Pradarshan nahi kar sakti.

Ek Mahan leader ki khasiyat hoti hai ki vah apni team ke sabhi sadasyon ko nai chije sikhane ke liye prerit karte hai, aur unhen aage badane ke Kai avsar Dete Hai. high performing leader apni image ke sath Jina Pasand Karte Hai, aur sath hi apni team ke sabhi sadasyon ko netikta ka mahatva samjhate hai. Aaj Ham aapko bataenge ki ek high performing leader mein kya kya Khas bate hoti hai.

High Performing Leader Kaise bane? How to become a high performing leader

Best leader banne ke liye Hamare andar Kai Tarah Ki quality Ka Hona bahut Jaruri hota hai, yadi Ham Ek leader Ban rahe hai, to sabse pahle Hamen Apne mind ko leader Ki Tarah convert karna hoga Kyunki isase pahle Ham alag tarike se sochte the, lekin leadership milane ke bad Hame Apne sochne samajhne ki Shamata Ko badalna Hoga Kyunki jab tak Ham Ek leader Ki Tarah Nahi Sochenge tab tak Ham Behtar leader Nahi Ban Payenge Ek high performing leader banne ke liye sabse pahle Hame Apne mind ko leader Ki Tarah set karna hoga Jiske bad ham high performing leader Ban sakte hai.

leader banne ke liye Hamare andar Kai Tarah Ki skills Ka Hona bahut hi Jaruri Hota Hai. Pahle ki tulna Hame Apne Sabhi Tor toriko Ko badalna Hoga Jis per Ek Safal high performing leader ke Taur tarike hote hai, usi tarike se hamen bhi Apne toriko Ko badalna Hoga. Tabhi Ham Ek Kushal Boss ya Safal leader Ban sakte hain.

Team members Importance :-

Ek achha leader Ek Behtar team Se Hi taiyar Hota Hai. Ek high performing leader team members ko nirantar prerit karta hai, aur Prerna se hai business Aage badata hai. ek Behtar team leader wahi hota hai jo influence se management karta hai. High Performing Leader learn teach learn model per kam karta hai. Vah lagatar nai chijen dikhata hai, aur apne team ke sabhi sadasyon ko UN cheezon se avgat Karate Hue unhen bhi vah sikhane ka Prayas kar raha hai Sath Nahin unke Anubhav se bhi bahut Kuchh sikhata hai.

Ek behtar leader vah hota hai, jo, Jo dusron se bhi Sikhta hai,Vahi Ek Saccha aur Behtar leader Hota Hai. Achcha leader banne ke liye Jaruri hota hai, ki Behtar team ke sabhi sadasyon Mein Samanta AVN unhen lead karne ka mauka De. Jaruri nahi hai, ki aap team ke leader hai, to aap hi Lead kare Samay Samay par aap dusron ko bhi is kam ke liye Prerna dete Hue unhen bhi work Karate huuye aage aane ke liye kahe. isase Unka bhi manobal badhega aur aapko bhi Unki kabiyat Ka Pata chalega.

aap bhi apni team ke sath apni kabiliyat Ko bataye, Taki aapko Dekhkar aapke employees aapke team members bhi Apni Apni kabiliyat Ko Bata sake. Sabhi employee ko ek Saman apni Puri Sambhavna Tak pahunchne ka ek avsar avashya Dena chahie. sacche leaders vah Nahin Jo Khud Mahan banana ka pryas kare balki dusron ko bhi Mahan banne Mein madad Kare. Sath hi vah dusron Ko Behtar banane ke liye lagatar prerit Karte Rahe. leaders ke andar Apne Logon ke liye ek Bharosa Hota Hai Ki Tim Aage badhegi to vah bhi tarkki Karenge.

Long Term Vision :-

Leader ko Lambe Samay ki planning Rakhna chahie Aisa karne se team ke liye majbut Dhal taiyar hoti hai. leader ko apni team member ko batana chahiye ki is team ki long-term ruchiya company cavision ke sath yadi match hoti hai, to sabhi ko bahut fayda ho sakta. sabhi ko company ka Lakshya Pata Hona chahie, Taki Har Koi Apne Har Sambhav Prayas kar company ke target ko Hasil karne mei Lage Rahe.

Jab employees ko Lambe Samay main kai planning Ka Pata rahata Hai, To Aise me company ke Logon ki sankhya mein bhi Kami nahi Dekhi Jaati Hai. Ek Behtar team leader Vahi Hota Hai jo TIN number se dwara dekhe gayte Bhavishya ke Sapnon ko Lekar Chinta Kare aur unke Sapno ko Samajh Kar unke anusar Karya karne ki ijaajat de.

Work trust :- 

Ek Behtar leader ki pahchan Uske pehnave se nahin balki Uske kam Se Hoti Hai. leader ke pass Uske kam ki puri Jankari Hona zaroori hoti hai. Jab hamare pass kam ki puri Jankari Nahi Hoti hai, to Ham Kisi bhi kam ko Sahi tarike se nahi kar sakte hai yadi leader ke pass Puri Jankari Hogi to Kisi bhi badlav ko ham turant Apna sakte hai. Hamesha samanta ko mahatva dena jaruri Hota Hai.

sirf apni baat na kahe Balki dusron Ki Baat Ko Bhi Sune aur Unki Kahi Gai Baton per Gaur karna Bhi Ek leader ki pahchan hoti hai. sabhi ke Prayas aur Jeet ko Hamesha batana chahie aur vyaktiyon ki upyogita ko samjhane kis ki vajah se team Behtar performance kar rahi hai. ek best leader Technology ke sath update hona bahut hi Jaruri hota hai, Technology de kam ki Planning karna sabhi ke liye best hota hai.

Creative Ideas :-

Ek Behtar leader vichar karta hai, jabki Ek Mahan leader UN vicharon ko Sakar karta hai. Jab Bhi Hamare man me kisi Tarah ka koi vichar aata hai, to usse Sakar karna chahiye. Mahan leaders Apne employees ko Mushkilo aur Anubhav ko Creative intelligence ki taraf Prayas Karte Hai.

vah Hamesha Customized Application ke liye nai Idea ko mahatva Dete Hain aur UN per kam karne ki permission Dete Hai. Creativity ka koi bhi formula Nahi Hota Hai balki ek innovation Hota Hai. leader ko company mein aisa mahaul teyar karna chahie Ki Har vyakti Apne kam se Alag karne ka Prayas karta rahe our ladiss unke vicharon ko Samman de. Tabhi vah Safal high-performing leader Ban sakte hai.

Kaise Karegi Team Best Performance

Sports Hai Business ka Aadhar

Office Mein Apna Talent Kaise Dikhayen?

Leave a Comment