India Mai Janganana (Census of india) Kaise Hoti Hai, Janiye Puri Process

India ki Janganana (Census of india) ki jab bhi bat hoti hai, to har kisi ke man me kai tarah ke questions ane lag jate hai, jese ek Government employee ke hath me bahut paper our unke questions jinke javab hame dena hota hai, lekin is bar apko Janganana me kuchh alag hi dekhne ko milega.

Bhart ki Janganana me ias bar Paper form ki jagah mobile hatho me hoga, jis par vah sabhi ka data Collect karega. Is bar Bhart ki Janganana 2021 me honi hai, jiske liye sarkar ne preparation kar li hai. is bar karib 125 billion citizens ki Janganana mobile app se hogi. Sarkar Government ne is bar mobile app se Janganana karane ka socha hai, iske liye unhone Developed App Ready kar liya hai.

Is app me citizens se karib 60 se jyada information li jayegi. App me available data se hi National population register our fir Citizenship card (nagrikta card) issued kiye jayenge. Bataya jar aha hai ki Janganana ke liye Teachers ko Trained kiya jayega. Is Training me Teachers ko mobile me app Feed karne ke alava data Collecting ke liye Deep knowledge di jayegi. Teachers ke Option ke tor par Paper form available honge.

Government hope kar rahi hai ki har koi Paper form ki jagah Mobile app ka hi us karenge, kyo ki Paper form ki Comparison me Mobile app par work karna kafi easy hoga. Bataya jar aha hai ki Bhart ki Janganana me karib 27 lakh workers ye kam karenge.

Data Analysis Hoga Easy ЁЯЩВ

Paper form par information Submit kar unka analysis karna kafi Difficult hota hai. is Problem se bachne ke liye Mobile app ka use sabhi ke liye easy hoga, kyo ki Mobile app par Data analysis karna kafi easy hoga. Kaha jar aha hai ki app me information Submit hone ke bad automatically Multiple analysis ho jayenge. Is Process me jyada time nahi lagega.

60 More information ЁЯЩВ

India 2021 Census me Mobile app se 60 More information Collect ki jayegi. Jisme sources of electricity, Facilities available at home, religion, gender, literacy, mother tongue, drinking water, vehicles,business Etc. NPR ke liye set banaya jayega jisme, Name, father name, date of birth, Aadhaar, mobile, passport, voter ID number, PAN number shamil honge.

August se Field trial:-)

Bhart ki Janganana next year April month se shuru hone vali hai. jiske liye Field trial Same year August me hoga. Jisme is app ki kamiyo ko dur kiuya jayega. Is bar Bhart ki Janganana me total expense 8754.23 Crore ka ho sakta hai. is bar

Bhart ki Janganana me Data collection two steps me pura hoga. House listings end Housing censuses April to September 2020 Census 9 to 28 February 2021 tak hogi. 1 se 5 March tak data Processing ka work hoga.

Hab ham apko batayenge janganana kya hoti hai, kaise hoti hai janganana, janganana ki process kya hai, janganana ko hindi me kya kehte hain ? bharat me pahli janganana kab hui ? bharat mein janganana kitne saal baad hoti hai ? janganana kaise hoti hai ? aaj apko in sabhi questions ke answer mil jayenge.

janganana ko hindi me Census kehte hain. bharat me pahli janganana 1951 me hui thi. bharat mein janganana Ten years baad hoti hai. kai bar aap sochte hai ki janganana har sal honi chahiye kyo ki har saal iatne log peda hote hai, na jane kitne log mar jate hai, to ye janganana har sal honi chahiye. Lekin esa nahi hai.

Janganana Kya Hai ?

janganana me sirf persons ko count hi nahi kiya jata balki unki Economic status, home and household facilities, education, birth rate, language, religion, caste, death rate jesi kai Important information ko Collect kiya jata hai. samay ke sath-sath isme jyada expenses hote hai. jiske karan janganana 10 years me ek bar hoti hai.

Janganana History Kya Hai ?

Bhart ki Janganana ko ham two Option me Divided kar sakte hai. Before independence and After independence. bharat me pahli janganana kab hui thi iska Answer bhi apko yahi par milega. bharat me pahli janganana 1830 me hui thi, jise Henry Walter ne Dhaka (now the capital of Bangladesh) me karvai thi. Bhart ki pahli janganana me age, home, gender jesi Information li gai hi. 1866-67 me Bhart ke most part me People count kiye gaye the, jise1872 ki janganana se jana jata hai. bhart me janganana After Independence Census act 1948 and 1990 ke Rules follow kiye jate hai.

Janganana Kaise Hoti Hai ?

janganana karne se pahle Question ready kiye jate hai, jo janganana me puchhe jate hai. in Question me Name, Gender, Age, Earnings, Education, Earning Source jese Basic Questions puchhe jate hai. sabhi Question ready hone ke bad forms par Print kiya jata hai. iske bad Government employees ko selected kiya jata hai, unhe Proper training di jati hai. jiske bad ye sabhi Government employees forms lekar house to house jate hai, our question form ko Filling karte hai.

janganana Duty me jane vale sabhi Government employees ko Appointment letter and identity card diya jata hai, jise ap unhe Identify karne ke liye dekh sakte hai.

Janganana Data Ka Kya Hota Hai ?

country me 15 cities me Data processing centers hai, jaha par in sabhi Forms ko pahuchaya jata hai.in Processing centers par Data Processing Refine Intelligent Character Recognition Software se hoti hai. yaha par Reading hand written text ko Computer Scan kar computerized text Converts kar detqa hai. is technology ka use India me first time 2001 janganana me kiya gaya tha.

Janganana 2011 :-

2011 janganana me logo se Total 29 questions puchhe gaye the. 2011 janganana ke anusar India population 1 billion 21 million hai. Most populous state Uttar Pradesh hai, jaha around 200 million people hai. Least populous state Sikkim around 6 lakhs people hai. National Population Register – National Population Register First time 2011 me ready huaa tha. government ne 2016 me ise released kiya tha.

2021 ki janganana country ki 16th and national 8th National janganana hogi. Jisme total 34 questions puchhe jane ka anuman lagaya ja raha hai. is bar last janganana me puchhe gaye questions se 5 questions jyada puchhe jayenge. Is bar logo se Internet access question bhi puchha jayega.

Indian Government рдХреЗ 6 Apps , рд╣рд░ рд╕рдорд╕реНрдпрд╛ рдХрд╛ рд╣реИ рд╕рдорд╛рдзрд╛рди

рдЕрдЧрд░ рдЖрдкрдХреЗ рд╕рд╛рде рднреА рд╣реБрдИ рд╣реИ рдпреЗ рдШрдЯрдирд╛ рддреЛ Indian Railways рджреЗрдЧрд╛ 75 рд╣рдЬрд╛рд░ рд░реВрдкрдП

рдЧрд▓рдд рдмреИрдВрдХ рдЕрдХрд╛рдЙрдВрдЯ рдореЗрдВ рдЯреНрд░рд╛рдВрд╕рдлрд░ рд╣реЛ рдЧрдП рдкреИрд╕реЗ, рддреЛ рдХрд░реЗ рдпреЗ рдХрд╛рдо Edit |

Online Payment Kya Hai ? Janiye Mobile Banking Security Tips

Provident Fund Balance Kaise Check Kare Janiye 3 Tarike

Business Ideas in Hindi : рдмрд┐рдирд╛ рдкреИрд╕реЛрдВ рдХреЗ рд╢реБрд░реВ рдХрд░реЗ рдпреЗ 5 Business

Leave a Comment