computer ka new password ke liye nahi hogi old password ki jarurat

Computer me esi kai Tricks hoti hai, jinke bare me kai Users ko pata bhi nahi hota hain. Lekin vah Tricks apke bahut kaam ki hoti hai. aaj ham aapko ek esi Tricks ke bare me batane vale hain, jo apke Computer ka Password badlne me apki kafi help kar sakta hain.

Is trick ki Specialty hai ki jab ap apne Computer ka password Change karte hai to apko New Password Create karte huye Old Password ki requirement nahi hoti hai.

Jab bhi ham Windows par new password Set karte hai, to Old Password ki jarurat hoti hain. Yadi koi User Old Password bhul jata hai, to new password Create karne me kafi pareshani hoti hain.

Old Technique :-

Windows operating system par jab ham new password Create karte hai to, isme hame Old Password yad hona jaruri hai. new password Create karte huye hamare samne Four boxes hote hai.

First boxes me user, second box me Old Password our Third fourth box me new password Create karna hota hain. Sabhi Information sahi hone par Old Password Reset ho kar new Password Create ho jata hai.

Password change karne ki new trick :-

new trick se Computer ka password change karne ke liye command prompt par User ko jana hoga. command prompt par jane ke liye Run command ya fir User Windows start menu se bhi pahuch sakte hai. In Steps ko Follow karne me kuchh seconds ka samay lag sakta hai.
Follow this step :-

– Command prompt open karne ke bad net user type kar inter kar de.
– Is step ke bad apke samne All users ke name apke Computer screen par aa jayenge.
– Example diya jaye to ek User ka name rajkumar hai to, net user rajkumar321321321 Type kar Inter daba de. Apka password change ho jayega.

User ka new password 321321321 hai, is tarah ap apna koi bhi Favorite password rakh sakte hai.

Wi-Fi Password Change Kaise Kare?

Smartphone का Password Reset कैसे करे?

Computer Password Reset कैसे करे, Password Reset Disk कैसे बनाए?

Computer Ka Password Kaise Tode

Without Software Pendrive Ka Password Kaise Set Kare

Leave a Comment