5G Network Kya Hai, Janiye india me 5G kab launch hoga?

Jald hi Ham 5G networks se Rubaru ho sakte hain. 5G network aane ke bad Duniya capacity aur connectivity ke sath Speed ke mamle mein bhi Kai Guna Aage pahunch Jayegi. 5G network aane ke bad Kai Naye product services or business model shuru Honge Jo Sabhi Ke liye bahut hi Khaas aur high-technology wale Honge.

5G wireless Network ke Madhyam se Robotic Surgery, Self Driving Car, Autonomous Hathiyar Ham Sab ke pass pahunch Ne ke liye Puri Tarah Se taiyar Hai. 5G network ke aane ke bad Hamari Jindagi Mein bahut bada badlav Aaega, Jo Har Sal desh ki Arthvyavastha Mein karodon dollars Ka munafa Kar jayega.

Bade bade gyaniyon ka Manana hai ki 5G network aane ke bad Arthvyavastha mein bahut Kuchh badlav dekhne ko Milenge. Customer ke liye 5G network aane ka sabse khaas Baat Hogi ki unhe Aur Bhi Jyada super fast Data Speed Milegi.

Kya Hai 5G Network? (What is 5G Network)

5G network 5th generation ka Vishal Roop hai. 5G network advanced wireless system ke liye kam Main Li jaane wali term hai. system 5G new radio software kam mein le rahi Hai, jise 5G kaha gaya hai. Duniya Mein 5 Esi companiyan hai jo 5G radio hardware aur systems offer kar rahi hai jismein ZTE, Nokia, Huawei, Samsung and Ericsson JCB company Shamil Hai.

Security and war :-

5G network aane ke bad Full autonomous Hathiyar or Vikas Ko badhava Diya jaega. yah Hathiyar target per fire karne ka nirnay Swayam Karenge. 5G network aane ke bad ismein facial Recognition Technology se Logon Ko track karne ki Sambhavna bhi Batai ja rahi hai.

Office :-

5G network aane ke bad Hamare office ka work bhi smart ho jaega, Kyun ki 5G network se AI Aur machine learning mein advancement Hoga, jisse white collar jobs bahut jyada kam Honge. accounting or data processing Jaise kam mein bhi Hamen bahut kam Logon ki jarurat padegi.

Transport and Logistics :-

Bahut se shahron mein driverless car aa gai hai, Lekin 5G ke aane ke bad driverless car ka Chalan bahut jyada badh Jayega. Inka car commercial upyog 5G network ki speed aur full capacity Ke Bina Sambhav Nahin ho sakta hai. Kyunki real time mein bahut sara mobile computer processing Karna Hota Hai. 5G network aane ke bad transport aur Logistic ki duniya mein bahut badlav dekhne ko Milenge. 5G ke Karan hi logistics ki shamta mein bhi Kafi Badhotri Hogi aur issase connected autonomous truck aur cargo ships ki sankhya Mein badhati ki Ja sakti hai.

Health Care :-

Kya aap ki tabiyat Sahi Nahin Hai? Jab Bhi Hamen apni sehat ko Lekar Kisi tarah ki koi Chinta Hoti Hai To Ham clinic per Jaate Hain aur apni sehat ka test Karvate hain, lekin 5G Technology ane ke bad Ek Din Aisa aaega Jab aap Bina Kisi self-driving Mini clinic ko apni sehat se Judi Kai samasyaon ke liye order kar Sakenge.

Mini clinic automatic Diagnostic test aur doctor ki range ka video link offer karta hoga. Bhavishya ke Healthcare ke liye ye to sirf ek Jhalak Hai. data transmission ke Rapid advancement Robotics aur AI Ki madad se Healthcare ke kam karne ke tarike mein bahut jyada badlav dekhne ka Mil sakega aur Inki delivery bhi Behtar Hogi.

Internet of things :-

Internet of things internet ke Madhyam se office mein rahata hai, ki machine ke liye kam mein le jaane wali Ek Tarah Ki term hai. Jab Technology Ki Duniya Mein 5G Aaegi to, internet Ki Duniya Mein Aur internet of things meaning Rajasthani kadhi technically artificial intelligence Rank main bhi Kafi badhotri darj ki Jayegi. 5G Technology ki Madad se real time mein remote aur mobile centre se data ko ektrit kar uska vishleshan Kiya Ja Sakta hai. isase nirdesh manane wale home Appliances Se Lekar auto monas vehicles or smart cities ke concept Sakar Ho Sakenge.

जानिये 1G से 5G Network तक का सफर

Cyber Attack Se Apne Business Ko Kaise Bachaye ?

iPhone Ko Is Trick Se Banaye Smart

Gair zaroori Software Kon Se Hai?

VPN Kya Hai , Data Secure Kaise Kiya Jata Hai ?

Second Hand Phone की कमियां कैसे पता करे?

Leave a Comment