Aadhaar card Archives · https://www.hindiroot.com/tag/aadhaar-card/ Fri, 01 Jul 2022 11:40:41 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.5.3 https://www.hindiroot.com/wp-content/uploads/2019/06/cropped-fevicon-32x32.png Aadhaar card Archives · https://www.hindiroot.com/tag/aadhaar-card/ 32 32 Aadhaar Appointment :- आधार कार्ड अपडेट के लिए अपॉइंटमेंट कैसे बुक करें? https://www.hindiroot.com/how-to-book-appointment-for-aadhaar-card-update/ https://www.hindiroot.com/how-to-book-appointment-for-aadhaar-card-update/#respond Fri, 01 Jul 2022 11:40:41 +0000 https://www.hindiroot.com/?p=16566 Aadhar Card हम सभी के लिए एक जरूरी Document है. अगर इसमें छोटी सी भी गलती निकल जाती है, (Aadhar Card Update Kaise Kare In Hindi) तो हमें इसे Update करवाना पड़ता है. Aadhar Card को Update करवाने के लिए हम Aadhaar Center पर जाते हैं. कई घंटों तक लाइन में लगते हैं और फिर ... Read more

The post Aadhaar Appointment :- आधार कार्ड अपडेट के लिए अपॉइंटमेंट कैसे बुक करें? appeared first on .

]]>
Aadhar Card हम सभी के लिए एक जरूरी Document है. अगर इसमें छोटी सी भी गलती निकल जाती है, (Aadhar Card Update Kaise Kare In Hindi) तो हमें इसे Update करवाना पड़ता है. Aadhar Card को Update करवाने के लिए हम Aadhaar Center पर जाते हैं. कई घंटों तक लाइन में लगते हैं और फिर हमारा Number आता है और हम अपना Aadhar Update करवा पाते हैं. ऐसे में हमारा काफी समय बर्बाद होता है. लेकिन आप चाहे तो अपने समय को बर्बाद होने से बचा सकते हैं. आप घर बैठे Aadhar Update के लिए Appointment Book करवा सकते हैं.

Aadhar Card Banvane Ke Liye Online Appointment Kaise Book Kare? UIADI के द्वारा आप Aadhar Center में Services लेने के लिए अपने Appointment को Online Book करवा सकते हैं. इसमें न तो आपका कोई पैसा लगेगा और न ही आपका समय बर्बाद होगा. इसे आप अपने Smartphone की मदद से Online कर सकते हैं. आप अपने Smartphone से घर बैठे Aadhar Services लेने के लिए Appointment कैसे Book करवा सकते हैं. आइये इसका Process देखते हैं.

Aadhaar Appointment कैसे बुक कराएं? How To Book Aadhaar Appointment

Aadhaar Appointment Book Kaise Kare In Hindi ? Aadhar Card में किसी तरह का बदलाव कराने के लिए या फिर Aadhar से संबन्धित कोई सेवा लेने के लिए अगर आप Appointment Book करना चाहते हैं तो नीचे दिया गया Process Follow करें.

Aadhaar Appointment Process In Hindi

  • सबसे पहले दी गई Link (Https://Appointments.Uidai.Gov.In/Bookappointment.Aspx) पर Click करके Aadhar की Website पर जायें.
  • अब Appointment Booking का Page खुल जाएगा.
  •  इस Page पर आपको Select City\Location का Option दिखाई देगा. इसमें अपने शहर का Name चुनें.
  • इसके बाद एक नया Page खुलेगा.
  • इस Page में आपको ऊपर की तरफ तीन Option मिलेंगे जिनमें आपसे ये पूछा जाएगा की आप Aadhar Update कराना चाहते हैं या फिर New Aadhaar बनवाना चाहते हैं. इनमें से किसी एक को अपनी सुविधानुसार चुनें.
  • इसके बाद नीचे की तरफ आपको अपना Mobile Number और Captcha Code फिल करना है और Generate OTP पर Click करना है.
  • आपके Mobile पर एक OTP आएगा उसे फिल करके आप आगे Process कर सकते हैं.
  • आगे आपको अपने Appointment के लिए समय और तारीख निर्धारित करना होता है.

Aadhar Update कराने के लिए आप जो Appointment Book करेंगे उसमें आप अपने हिसाब से Time Slot का Selection कर सकते हैं लेकिन ये Time Slot आपको सप्ताह के 6 दिन में सुबह साढ़े नौ बजे से शाम 6 बजे तक के बीच में मिलेगा. Appointment Book करने पर आपसे किसी तरह का कोई Charge नहीं लिया जाएगा. Charge आपसे Aadhaar Center आप जिस Service के लिए आए हैं उसके लिए लिया जाएगा.

किन Service के लिए Book कर सकते हैं Appointment

Aadhar Card में कई तरह के Update होते हैं ऐसे में आपको ये पता होना चाहिए कि आप किस तरह की Service के लिए Aadhar Appointment Book कर सकते हैं. इनकी पूरी लिस्ट Aadhar की Website पर दी गई है जिसे हम आपको नीचे बताने वाले हैं.

  • आप नया Aadhar Card बनवाने के लिए Appointment Book कर सकते हैं.
  • आप Aadhar में अपना Name Update करवाने या बदलवाने के लिए Appointment Book कर सकते हैं.
  • आप Aadhar में अपना Address Change करवाने के लिए Appointment Book कर सकते हैं.
  • आप Aadhar में अपना E Mail ID बदलवाने या नया E Mail ID डलवाने के लिए Appointment Book कर सकते हैं.
  • आप Aadhar में अपनी Date Of Birth Update करवाने के लिए Appointment Book करवा सकते हैं.
  • आप अपने Biometric जैसे Photo, Fingerprint Update करवाने के लिए Appointment Book करवा सकते हैं.

अब आप जान गए होंगे की आपको Aadhar Card Update करवाने के लिए Aadhaar Center पर जाकर कई घंटों तक खड़े रहने की जरूरत नहीं है. आप घर से ही आपने Mobile से सीधे Appointment Book करें और अपनी सुविधा अनुसार समय और तारीख का Selection करें और बिना समय गवाए अपना Aadhar Card में Updation करवा लें.

mAadhaar APP Kya hai, How to use mAadhaar App

VID :- Aadhaar Virtual ID kya hai, Virtual ID kaise Banaye?

Online PAN Card-Aadhaar Card Kaise Link Kare?

The post Aadhaar Appointment :- आधार कार्ड अपडेट के लिए अपॉइंटमेंट कैसे बुक करें? appeared first on .

]]>
https://www.hindiroot.com/how-to-book-appointment-for-aadhaar-card-update/feed/ 0
Nazdiki Aadhar Card Center ka pata kaise lagaye? https://www.hindiroot.com/near-by-aadhar-card-center/ https://www.hindiroot.com/near-by-aadhar-card-center/#respond Sat, 20 Mar 2021 14:22:35 +0000 https://www.hindiroot.com/?p=14341 Adhar Card Address and identity ke liye ek important document ban gaya hai. isker liye apke apne Adhar card me apna address our dusri Information ka sahi hona bahut jaruri hai. yadi apka Adhar card address ya apni kisi Information ko Change karvana hai, to apko apne Aadhar card center (Near By Aadhar Card Center) ... Read more

The post Nazdiki Aadhar Card Center ka pata kaise lagaye? appeared first on .

]]>
Adhar Card Address and identity ke liye ek important document ban gaya hai. isker liye apke apne Adhar card me apna address our dusri Information ka sahi hona bahut jaruri hai. yadi apka Adhar card address ya apni kisi Information ko Change karvana hai, to apko apne Aadhar card center (Near By Aadhar Card Center) jana hoga.

Indian Citizens ke liye Adhar Card ek Compulsory document ban gaya hai. sabhi ke pas Adhar Card hona bahut jaruri hai.yadi kisi vykti ke pas Adhar Card nahi hai, to ap Government scheme ka labh nahi le sakenge. Government facility scheme ka use karne ke liye sabhi ke pas Adhar Card hona jaruri hai.

Aadhar card center 2 tariko ka hota hai, first Permanent Center our Second Temporary Center. Aadhar card Permanent Center ko Authorised Agency Full Time chalati hai, jabki Temporary Aadhar card Center ka koi Fixed Time our Outlet nahi hota hai.

Aadhar card Service Center / Aadhaar Enrollment Center

– Apko apne Family Member ka yadi new Aadhar card banvana ho.
– Aadhar card me Demographic Details Name, Number, Mobile, Email, Address, Gender, DOB Change karva kar apna Aadhar card Update karvana ho.
– Apki Age 15 years ho gai hai, to apko Aadhar card Service Center ja kar Biometric Details Update karvana Compulsory hai. Biometric Details me Finger Print, Iris, and Photograph ata hai.
– Biometric Details Update karvane ke liye apko apne pas Valid Document Proof rakhna jaruri hai.

Nazdiki Aadhar Card Enrollment / Update Center ka pata kaise kare?

Aadhar Card Center ka pata lagane ke liye apko kuchh Easy steps follow karni hogi. Ap apne ghar ke pas Aadhar Card Center ka pata lagana kafi simple proses hai.ap 3 tariko se apne ghar ke pas Aadhar Card Center ka pata laga sakte hai, ye tino tarike kafi Easy hai.

Aadhar Card Center ka pata lagane ke liye kya requirement hoti hai? (requirement to locate Aadhaar Card Center)

– Aadhar Card Center ka pata lagane ke liye Sabse pahle apke pas Data Pack ka hona jaruri hai.
– Searching ke liye apke pas Desktop / Laptop ya fir ek Smartphone hona jaruri hai.
– Yadi pake pas Smartphone ki jagah Simple Keypad Phone hai, to apki SIM me Balance hona jaruri hai.

UIDAI Official Site se najdiki nazdiki Aadhar Card Center ka pata kaise lagaye? (How to find Aadhaar card center to UIDAI official Site)

UIDAI Official Site se ap 3 tariko se Aadhar Card Center ka pata laga sakte hai. yadi ap chahe to, State Wise, PIN Code and Search Box se Aadhar Card Center Find kar sakte hai.

Sabse pahle apko UIDAI Site par Get Aadhar Section me Locate an Enrolment Center par Click karna hoga.ab ap Step by step Follow karte jaiye.

State wise Nazdiki Aadhar Card Center ka pata kaise lagaye? (How to find a nearby Aadhaar Card Center State Wise)

– Sabse pahle State par Click kijiye.
– Second step me State, Sub District, District, Village / Town / City ko Select kijiye.
– Authorized Aadhaar Center ka pata lagan eke liye show only permanent centres Tick Mark kare.
– Image me dikh rahe Numbers ya Letters ko Captcha Verification box me Inter kare.
– And me Locate a Centre par Click kijiye.
– Finally apke samne ek new Page open hoga, jisme Aadhar Card Center ki list apke samne aa jayegi.

Pin Code se Nazdiki Aadhar Card Center ka pata kaise lagaye? (How to find Near by Aadhar Card Center from Pin Code)

– Postal PIN Code par Click kijiye.
– 6 Digit ka apna Pin Code Inter kare.
– Captca Code Submit kare.
– Last me Locate a centre par Click kare.
– Ab apke samne ek new Page open hoga, jisme Aadhar Card Center list Show ho jayegi.

Search box se Nazdiki Aadhar Card Center ka pata kaise lagaye? (How to find the nearby Aadhaar Card Center from search box)

– Sabse pahle Search Box par Click kare.
– Locality, City and District name Inter kare.
– Sahi Captcha Code bhare.
– Last me Locate a Centre par Click kijiye.
– Ab apke samne Aadhar Card Center list Show ho jayegi.

Mobile phone app se Nazdiki Aadhar Card Center ka pata kaise lagaye? (How to find the nearby Aadhaar Card Center from Mobile phone app)

– Apne smartphone me sabse pahle Aadhar app Download kar install kar le.
– smartphone me Aadhar app open kare.
– Aadhar app ke Homepage par Find Enrolment Centre par Click kijiye.
– Area PIN Code Inter kare.
– Centre Name and Contact Person dono hi Optional ko Fill karna Compulsory nahi hai.
– Captcha Code Inter kare.
– Last me Submit par Click kijiye.
– New Page open hoga, jaha Center ka Name, Center chalane vale ka name aa jayega.
– Google Maps par dekhne ke liye View on map par Click kijiye.

UIDAI Customer Care Service se Nazdiki Aadhar Card Center ka pata kaise lagaye? (How to find the nearby Aadhaar Card Center from UIDAI Customer Care Service)

– Sabse pahle apne Phone se 1947 Dial kare.
– Apni suvidha anusar language select kare.
– language select karne ke bad 2 Press kare.
– Customer Care Executive se bat karne ke liye 9 Press kare.
– Apna PIN Code Customer Care Executive ko bataye.
– Executive ko apke dvara batai gai Information our PIN Code se Customer Care Executive apko Nazdiki Aadhar Card Center ka pata batayega.

Nazdiki Aadhar Card Center ka pata lagane ke liye Important information (Important information of nearby Aadhaar Card Center)

Online Nazdiki Aadhar Card Center ka pata kaise lagaye? (How to find the nearby Aadhaar Card Center from Online)

Sabse pahle ap Aadhaar Card Number Issued karne vali organization UIDAI website par jaye. UIDAI website par jane ke liye ap https://uidai.gov.in link google par Search kijiye. Is website se ap ghar bethe hi Nazdiki Aadhar Card Center ka pata laga sakte hai. is website se ap Private Aadhar Card center our Bank and post office ka pata bhi laga sakte hai. Aadhar Card Center ka pata apko is website se easily mil jayega.

Aadhaar linked services ka Benefits lene ke liye apko sabse pahle UIDAI website par jana hoga, jaha se ap New Aadhar Card Applicants Aadhar Seva Kendra me in services ke liye Appointment bhi le sakte hai.

– New Aadhaar Enrollment
– Name update
– Mobile number update
– Address update
– Date of birth update
– Gender update
– Email id update
– Biometric (photo + fingerprint + eye) update

Aadhar Seva Kendra me Appointment  kaise le?  (How to appointment at nearby Aadhaar Seva Kendra)

Aadhar Seva Kendra me Appointment lene ke liye apko kuchh easy Steps follow karni hogi. Appointment lene ke liye apko 7 Steps follow karni hogi.

Step 1:-

Sabse pahle apko UIDAI website (https://uidai.gov.in/) opne karna hoga.ab apko My Aadhar Tab Select kar drop down menu se book n appointment par Click karna hoga.

Step 2 :-

Book n appointment at UIDAI run Aadhaar service center header me City / Location Select kare. Ab Proseed to book an appointment par Click kijiye.

Step 3 :-

City / Location Select karne ke bad apke samne New page open hoga, jisme apko Aadhar service related options show honge. Un sabhi options me New Aadhaar, Manage Appointments, Aadhaar Updates options hote hai.

Step 4 :-

Agar apne Aadhar update option ka Selection kiya hai, to apko registered mobile number and captcha code Enter karna hoga. jiske bad ek Valid otp generat hoga. apko vah OTP Inter kar Applications ko Verify karna hoga. yadi ap New Aadhaar Application option ka Selection kar rahe hai, to apko apna new mobile number Verify karna hoga.

Step 5:-

OTP ka Successful verification ho jane ke bad apko online form Detailed me Fill karna hoga. is form me Appointment details, time slots, personal details etc Details ko Fill karna hoga. Details Filling Process ko continue rakhne ke liye apko har bar Next tab Par click karna hoga.

Step 6 :-

Appointments and personal details Fill karne ke bad apko Appointment book karne ke liye Time slot select karna hoga.

Step 7 :-

Appointment detail check kare, yadi usme kisi tarah ki koi mistake najar ati hai, to Previous tab par click kar ap apni mistake ko sahi kar sakte hai. agar Appointment detail sahi hai, to submit tab par Click kare. Iske bad apka Appointment book ho jayega.

Aadhar Seva Kendra Appointment Timing (Aadhaar Service Center Appointment Timing)

Apko kisi Special date and Time slot selection kar apna Appointment book karane ki jarurat hoti hai. Aadhar Service Center Hafte Mein 6 days Subah 9.30 se sham 6.00 baje tak open rahte hai.

Online Appointment charge:- (Online Aadhaar Service Center Appointment fees)

Online appointment book karne ki process me kisi tarah ka koi charge nahi lagta hai. yane ki Online appointment book karne ki process Service bilkul free hai.

Aadhar Card Status : Naam Se Aadhar Card Status Kaise Check Kare?

Online PAN Card-Aadhaar Card Kaise Link Kare?

Voter ID Card में है गलतियाँ घर बैठे करवाएं ठीक

VID :- Aadhaar Virtual ID kya hai, Virtual ID kaise Banaye?

The post Nazdiki Aadhar Card Center ka pata kaise lagaye? appeared first on .

]]>
https://www.hindiroot.com/near-by-aadhar-card-center/feed/ 0
Online PAN Card-Aadhaar Card Kaise Link Kare? https://www.hindiroot.com/how-to-link-aadhaar-to-pan-card/ https://www.hindiroot.com/how-to-link-aadhaar-to-pan-card/#respond Fri, 26 Apr 2019 04:31:48 +0000 https://www.hindiroot.com/?p=13036 Agar aap income tax file karte hai to PAN Card aapke liye ek jaruri document hai. PAN Card har us vyakti ke liye jaruri hota hai jo bank me 1 lakh se upar ka transaction karte hai. Aur aap income tax ke dayre me aate hai to ye aapke liye aur bhi jaruri ho jata ... Read more

The post Online PAN Card-Aadhaar Card Kaise Link Kare? appeared first on .

]]>
Agar aap income tax file karte hai to PAN Card aapke liye ek jaruri document hai. PAN Card har us vyakti ke liye jaruri hota hai jo bank me 1 lakh se upar ka transaction karte hai. Aur aap income tax ke dayre me aate hai to ye aapke liye aur bhi jaruri ho jata hai. Waise PAN Card to kai logon ke paas hai lekin jo income tax file karte hai unhe apne PAN card ko Aadhaar card se link karwana padta hai. Agar aapne abhi tak PAN ko Aadhaar se link nahi karwaya to niche diye gaye process ko padhkar karwa sakte hai.

PAN Card ko Aadhaar card se kaise link kare?

– Sabse pahle aapko PAN Card ki official website – incometaxindiaefiling.gov.in par jaye.

– Website ke homepage par aapko ‘Quick links’ ka option dikhega.

– Quick links ke niche second number par aapko ‘Link Aadhaar’ ka option dikhega. Is par click karna hai.

– Iske baad aapse aapki jaankari mangi jayegi. Jaankari me aapko apna PAN number aur Aadhaar number insert karna hai.

– Iske baad aapko waha likha Captcha code likhna hai aur submit karna hai.

– Aisa karne se aapka Aadhaar number pan se link ho jayega.

Agar aapko yaha koi samsya aati hai jaise agar aapka PAN number ya Aadhaar number galat hota hai to aapko wahi screen par bata dia jaata hai. Yaha aap aasani se apne PAN Card ko Aadhaar card se link kar sakte hain.

Without Internet Smartphone Use

Set Up New Smartphone, Naye Smartphone Ko Safe Kaise Rakhe?

Pan Card Online Apply : Online PAN Card Ke Liye Kaise Apply Kare?

Gmail Smart Compose Aur Gmail Smart Reply Kya Hai

Aadhar Card Status : Naam Se Aadhar Card Status Kaise Check Kare?

The post Online PAN Card-Aadhaar Card Kaise Link Kare? appeared first on .

]]>
https://www.hindiroot.com/how-to-link-aadhaar-to-pan-card/feed/ 0
एक SMS से होगा आपका आधार कार्ड पेन कार्ड लिंक https://www.hindiroot.com/link-aadhaar-card-with-pan-card/ https://www.hindiroot.com/link-aadhaar-card-with-pan-card/#respond Wed, 31 May 2017 08:26:34 +0000 http://www.hindiroot.com/?p=11424 आयकर विभाग ने सभी करदाताओं के लिए एक नई योजना के तहत आधार कार्ड और पेन कार्ड को लिंक करने की सुविधा दी है. जिसके अंतर्गत आप आसानी से अपना आधार कार्ड और पेन कार्ड को लिंक कर सकते है. इसके लिए आपको कही जाने की आवश्यकता नहीं है सिर्फ एक sms के जरिये ही ... Read more

The post एक SMS से होगा आपका आधार कार्ड पेन कार्ड लिंक appeared first on .

]]>
आयकर विभाग ने सभी करदाताओं के लिए एक नई योजना के तहत आधार कार्ड और पेन कार्ड को लिंक करने की सुविधा दी है. जिसके अंतर्गत आप आसानी से अपना आधार कार्ड और पेन कार्ड को लिंक कर सकते है. इसके लिए आपको कही जाने की आवश्यकता नहीं है सिर्फ एक sms के जरिये ही आप अपना आधार और पेन को लिंक कर सकते है. आयकर विभाग ने इस योजना की जानकरी विज्ञापनों के माध्यम से दी है. जिसमे आधार और पेन को लिंक करने की पूरी प्रोसेस बताई गई है.

आयकर विभाग के नियम के अनुसार यदि आप करदाता है तो आपको आधार कार्ड और पेन कार्ड दोनों एक दूसरे से लिंक होना आवश्यक है. यदि आपका आधार कार्ड और पेन कार्ड लिंक नहीं है तो आपको कर का भुगतान करने में कई तरह की परेशानियों का सामना करना पड़ सकता है. करदाताओं की इस समस्या को देखते हुए आयकर विभाग ने इस योजना को प्रारम्भ किया है. इस योजना के तरह यदि आपके आधार कार्ड और पेन कार्ड लिंक है तो भविष्य में होने वाले सभी तरह के इनकम टेक्स के लाभ का आप उपयोग कर सकते है. आयकर ने 1 जुलाई 2017 से आधार कार्ड और पेन कार्ड को लिंक करना अनिवार्य कर दिया है.

क्या करे :
करदाता को अपना आधार कार्ड और पेन कार्ड लिंक करने के लिए 567678 या 56161 पर sms के माध्यम से आप आधार और पेन लिंक कर सकते है. या फिर आयकर द्वारा एक नई वेबसाइट पर भी आप अपना आधार पेन लिंक कर सकते है. आयकर की वेबसाइट (incometaxindiaefiling.gov.in)पर भी लिंक कर सकते है.

कैसे करे :
सबसे पहले आपको आयकर विभाग की नई वेबसाइट incometaxindiaefiling.gov.in को ओपन करना होगा.
ओपन करते ही आपके सामने एक पेज ओपन होगा.
पेज के बाई तरह सर्विसेज ने निचे लिंक आधार लिखा होगा.
लिंक आधार पर क्लिक करते ही आपके एक नई विंडो खुलेगी.
जहा आपको आपके आधार कार्ड और पेन कार्ड की सारी सही जानकारी को सबमिट करना होगा.
लेकिन ध्यान रहे नाम वही लिखे जो आपके आधार कार्ड में लिखा हुआ है.
यदि आपके आधार कार्ड और पेन कार्ड की जानकारी मिलती नहीं है तो आपके आधार कार्ड के रजिस्टर्ड नंबर पर एक OTP भेजा जायेगा जिसे सब्मिट करने के बाद कैप्चा कॉर्ड सबमिट कर आधार लिंक पर क्लिक करते ही आपका आधार कार्ड और पेन कार्ड लिंक हो जायेगा.

The post एक SMS से होगा आपका आधार कार्ड पेन कार्ड लिंक appeared first on .

]]>
https://www.hindiroot.com/link-aadhaar-card-with-pan-card/feed/ 0