Aadhar Card Se Loan Kaise Le, Loan ke liye online Apply kaise kare?

india ke logo ke liye Aadhar Card Important documents ban gaya hai. kisi bhi Government work ke liye Aadhar Card ko Compulsory kar diya hai. yadi apko Government scheme ka benefits lena hai, to apke pas Aadhar Card ka hona jaruri ha.

bina Aadhar Card ke ap Government ki kisi bhi scheme ka benefits nahi le sakte hai. Online work ho ya offline hark am ke liye Aadhar Card ka hona compulsory hai. Government scheme ke sath me Private institution me bhi ab Aadhar Card ko compulsory kar diya hai.

aaj ke samay me har kisi ko paiso ki jarurat hoti hai, kisi ne sach hi kaha hai ki laxmi mata our kuber maharaj kea lava ham sabhi ko paiso ki bahut jarurat hoti hai. kai bar ham apni jarurato ko pura karne ke liye Loan lete hai, lekin jab ham Private bank se loan lete hai, to vah hamse High interest leta hai.

bank se loan lene ke liye hame kai problems ko Face karna hota hai. bank hamse kai tarah ke Document leti hai, our ek bhi Document Miss ho jata hai, to puri Process bekar ho jati hai.

Government ne logo ki problems ko samjhte huye ek scheme Start ki hai, jiske anusar ham sirf Aadhar Card se laon le sakte hai. yadi apko bhi paiso ki jarurat hai our ap loan lena chahte hai, to ap hamare dvara batai gai Process follow kar easily loan le sakte hai. aaj ham apko batayenge ki aadhar card se loan kaise milta hai.

Aadhar card se loan kaise le. (loan with Aadhaar Card)

Aaj ke samay me bahut si scheme esi hai, jiske dvara loan liya ja sakta hai. pahle ki Comparison me Aadhar card se loan lena Very easy process ho gai hai. Indian government sabhi ko Aadhar card se loan de rahi hai. government scheme me Indian people jinke pas Aadhar card hai vah 25 lakh ka loan bhi le sakta hai.

Apki Financial condition sahi nahi hai, our apko apna ghar banana ho, Business start karna ho ya fir apne Business me growth karna ho,to ap Aadhar card se loan le kar apni requirement ko pura kar sakta hai. Aadhar card se loan lene par farmers ko Discount diya jata hai. Indian Citizen Aadhar card se Home loan le sakta hai. Home loan ke alava apko our bhi kai tarah ke loan mil sakte hai.

Aadhar card se loan lene ke liye documents kaun se hai? (Documents for loan with Aadhaar Card)

Aadhar card se loan lene par kabhi bhi apko loan ke paise Direct nahi milenge. Loan ke paise apke Bank account me transfer kiye jate hai. jiskwe liye apke pas kuchh Important document ki requirement hoti hai.

Salaried person ke liye Document

Identity proof :-

– Aadhaar card
– PAN card
– Passport
– Voter ID card
– Driving license

Residence proof :-

– Passport
– Ration card
– driving license
– utility bill
– Rent agreement

Income proof :-

– Last 3 months bank statement
– 6 month bank passbook
– Last 3 month salary slip
– Current salary certificate.
– new form 16
– Photo

Self-employed person :-

– Applicant company end firm PAN card

Proof of identification :-

– Aadhar Card
– Pan Card
– Passport
– Voter ID Card
– driving license

Residence proof :-

– Passport
– Ration card
– driving license
– utility bill
– Rent agreement

Income proof :-

– Latest 6 month bank statement
– Income calculation, balance sheet, Profit and loss statements, Latest ITR Certified by CA.
– Business continuity proof
– Photo

Types of loans with Aadhaar card

– Loan Against Property
– Home Loan
– Plot Loan
– Home Extension Loan
– Home Improvement

Property loan (Working people)

Address proof (Only one)

– Address Proof
– Ration card,
– Telephone bill,
– Electricity bill,
– Voter card

Identity proof (Only one)

– Voter card
– Aadhar Card
– driving license
– Company card

Bank statement :-

– Passbook (Last six months salary end Income deposit hui ho)
– Six month salary slip
– Two year form 16
– Property all documents Copy

self-employed Loan documents :-

last two years Certified Financial Statement

address proof (Only one) :-

– Ration card
– Telephone bill
– electricity bill
– Voter card

identity proof (Only one) :-

– Voter card,
– Aadhar Card,
– driving license

Bank statement :-

– Passbook (Last six months salary end Income deposit hui ho)
– Six month salary slip
– Two year form 16
– Property all documents Copy

Personal loan documents :-

Identity proof :-

– passport copy
– Voter ID Card
– driving license
– Aadhar Card

address proof :-

– Aadhar Card
– Voter ID Card
– Driving license
– Passport copy

New salary slip :- 

Form 16

Current date salary certificate

Current date salary certificate

Aadhar Card Par Loan kon le sakta hai ?

Online Aadhar Card Se Loan Lene Ke Liye apke pas kuchh Qualifications ka hona jaruri hai. in Qualifications ko pura karne ke bad hi apko Aadhar Card Se Loan mil sakta hai.

– Aadhar Card Se Loan sirf unhi logo ko diya jata hai, jo Loan repayment karne me capable hote hai.
– Aadhar Card Se Loan lene ke liye apke pas Mobile Number and Email ID ka hona Compulsory hota hai.
– Loan sirf usi vykti ko diya jata hai jiski Age 18 years ya usase jyada ho.
– India Citizen ko hi Aadhar Card Se Loan diya jata hai.
– Aadhar Card Se Loan apko tabhi diya jayega jab aapne
– Aadhar Card Se Loan tabhi apko diya jata hai, jab apne kisi bhi Bank se loan nahi liya ho.
– Aadhar Card Se Loan lene ke liye apke pas Bank account and pan card hona Compulsory hai.

Aadhar Card se Home Loan kaise le? (How to home loan with Aadhaar Card)

Aadhar Card se Home Loan ya Personal loan lene ke liye application dene se pahle apko documents Submit karne honge. documents Submit karne ke bad apko KYC proof ke liye Aadhar Card bank me Show kar Personal loan ke liye apply kar sakte hai. Proof of identity, address, citizenship and birth Proof ke tor par bank accepted karta hai. Personal loan approval process ke liye apko Aadhar card use benefits me kiya jata hai.

Primary identity proof ke tor par Aadhar card use karne vali Bank and nbfc list :-

– ICICI Personal Loan
– HDFC Personal Loan
– SBI Personal Loan
– Bajaj Finserv Personal Loan
– PNB Personal Loan
– Tata Capital Personal Loan
– Indiabulls Personal Loan
– Yes Bank Personal Loan
– Citibank Personal Loan

Aadhar Card se Loan ke liye Online Apply kaise kare? (Online application for personal loan Aadhaar card)

– Sabse pahle https://www.aadharhousing.com/ open kare.
– Pahle register kare.
– Aadhar Card me jo name hai vah name Inter kare.
– E mail ID
– Mobile nambir
– Landline Nambanar
– document me jo date of birth hai vah Inter kare
– State Selection kare.
– District selection kare
– Pin Code
– Employment status me Salaried, Self Employed ya Other ka Selection kare.
– Loan Purpose me New Flat/Home, Resale Flat/Home, Plot Loan, Loan Against Property, Cunstruction of own House, Home Renovation, Home Extension me se kisi ek
Purpose ka Selection kare.
– Loan Amount Select kare.
– Monthly Income ko bataye ki ap Monthly kitne paise kamate hai.
– End me ata hai Call time, aap kab free rahte hai, vah time ap vaha entar kare, kyo ki Company apko khud call karegi.ap apne anusar vaha par time Select kare.
– Last box me submit par Click kare.

Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana kya hai,PMRY Loan Yojana Online Apply 2021

Gold Loan क्या है, किस Bank से Gold loan लेना है Secure?

छोटे व्यापारियों को यह Bank दे रहा है 10 करोड़ का Loan

घर बैठे मिलेगा 1 लाख रूपये तक का Loan, जानिए कैसे

Beauty Parlor Start kaise kare?

Leave a Comment