Phone aur Computer Me Dark Mode Activate Kaise Kare?

Messenger APP facebook end Instant messaging app whatsapp me aye din New features ate rahe hai. Jo users ko kafi pasnd bhi ate hai. Is bar bhi kuchh esa hi hone vala hai. Facebook our whatsapp me ek naya Dark mode feature aa raha hai. Jo hamare phone ki battery Save karne ke sath apki Eyes ko bhi relax dega.

Kai users laptop, computer par Browsing karte hai to vah us samay Dark mode feature ko kese use kar sakte hai. Aap badi asani se apne phone ke sath laptop ya computer par is new Dark mode feature ko use kar sakte hai.

Dark mode feature ka use karne se pahle is bat ko bhi jan le ki akhir ye he kya? Akhir kis tarah yah feature users ke liye Beneficial sabit hoga.

Google ne bhi is bat ko agree kiya tha ki smartphone dark mode par rakhne se phone ki battery saving Hoti hai. User is bat ko jan le ki apke phone ki Screen color ke sath Screen brightness se bhi Battery jaldi khatm ho jati hai.

Jab bhi users dark mode Option select karta hai to, (Operating System) OS or Application ke color ko Change kar black color me kar deta hai. Dark Mode Features Full Brightness Level ko Normal Mode ki Comparison me 43 percent battery ka use karta hai. Traditional form me White color ka use kiya jata tha.

Dark Mode Use kaise kare?

Users Computer ya laptop mein dark mode use karne ke liye Google Chrome ke Canary version ka use kar sakte hai, halaki abhi tak vah Stable version nahi hua hai. Abhi bhi is version par kai tarah se testing baki hai. Lekin in sab bato ke bavjud bhi users Google chrome par extension ki help se dark mode Features ko use kar sakte hai.

How to Activate Dark Mode In Hindi 

Is Features ko browser me shamil karne ke liye Url ke box me https://chrome.google.com/webstore Enter kare. Left side search option Extension Name Dark Mode Inter kare. Extension ke open hote hi apke samne Add to Chrome option show hoga, jise Click kare. Is Processing ke kuchh smay bad hi apke Computer ya laptop screen par Dark mode icon show hoga. Jiska aap easily tarike se use kar sakte hai.

Android par Dark mode app use kese kare?

android operating system use karne vale users Google play store se Dark mode app ko Download kar is feature ko use kar sakta hai.

Google play store par default dark theme for substratum available hai. Jaha se users apne phone ki battery ke sath apni eyes ko Save kar sakte hai. Is feature ko Active karne ke bad apke phone ki Screen black color ki ho jati hai. Apke phone ke sabhi Text white karne ke sath kai Text ka color red ya yellow color klar deta hai.

Dark Mode क्या है, डार्क मोड चालू कैसे करें?

Dark Mode Kya Hai Kaise Use Kare

Safe Mode क्या है, Computer में Safe Mode On कैसे करे?

Best Laptop Under 25 Thousand :- सस्ता और अच्छा लैपटॉप कीमत 25 हजार से कम

Leave a Comment