Bina Mouse Computer Me Kaise Kam Kare, Kya Hai Shortcut Key

Aaj Ke Smay Me Har Kam Ke Liye Ham Computer Par Dependent Hog Aye Hai. Har Kam Me Ham Computer Ka Use Karte Hai. Lekin Ham Jo Kam Karte Hai Unhe Ham Kuchh Tricks Ka Use Kar Bahut Kam Samay Me Kar Sakte Hai. Lekin Hame Un Tricks Ko Yad Rakhna Avshyak Hai. Yadi Ham Un Sabhi Tricks Ko Achhi Tarah Se Apne Mind Me Set Kar Lete Hai To Ghanto Ka Kam Kuchh Hi Samay Me Kar Sakte Hai.

Computer Par Work Karte Huye Ham Puri Tarah Se Mouse Par Depends Ho Jate Hai. Lekin Keyboard Shortcuts Se Ham Apna Kam Fast To Kar Hi Sakte Hai Sath Hi Mouse Ki Hame Jarurat Bhi Nahi Hogi. Aaj Ham Apko Computer keyboard shortcut keys Ke Bare Me Batayenge Jinke Bare Me Shyad Ap Jante Nahi Honge.

Ctrl+W Ya Ctrl+F4 :- Yadi Apke System Browser Me Bahut Sare Tab Open Hai To Ap Unhe Bina Mouse Se Bhi Close Kar Sakte Hai, Iske Liye Apko Ctrl+W Ya Ctrl+F4 Press Karna Hoga.

Ctrl+Shift+W :- Jab Ap Sabhi Tab Ko Ek Sath Close Karna Chahte Hai To, Uske Liye Ap Ctrl+Shift+W Use Kar Sakte Hai.

Ctrl+Shift+T :- All Close Tab Ko Vapasse Open Karne Ke Liye Ctrl+Shift+T Tab Kar Ap Un Sabhi Tabs Ko Vapas Open Kar Sakte Hai.

Windows Logo+M :- Computer Par Work Karte Huye Yadi Apko Achanak Se Window Minimize Karna Hai To, Aap Windows Logo+M Ko Use Kar Sakte Hai.

Windows Logo+L :- Computer Pr Koi Kam Nahi Hai Ya Fir Apko Kisi Karan Se Apna Computer Off Karna Hai To, Ap Windows Logo+L Ko Use Kar Sakte Hai.

Alt+F4 :- Current Open Window Ko Off Karne Ke Liye Usrs Alt+F4 Key Ka Use Kar Sakte Hai.

Esc:- Kisi Bhi Active Item Se Exit Hone Ke Liye Ap Esc Key Ka Use Kar Sakte Hai. Jese Yadi Ap Facebook Ya Instagram Par Koi Photo Dekh Rahe Hai To, Ap Exit Hone Ke Liye Is Key Ka Use Kar Sakte Hai

F1 :- Help Ke Liye Is Key Ka Use Kiya Jata Hai.

F2 :- Kisi Bhi File Ka Rename Karne Ke Liye F2 Key Press Ki Jati Hai.

F3 :- Search Command Open Karne Ke Liye Users F3 Key Ko Press Karta Hai.

F4 :- Kisi Bhi Window Close Karne Ke Liye Alt+F4 Ka Use Kiya Jata Hai.

F5 :- Jab Bhi Hame Computer Refresh Karna Hota Hai To Desktop Par Mouse Se Ham Refresh Krte Hai, Lekin Ap F5 Key Se Shortcut Me Refresh Kar Sakte Hai.

Alt+Space :- Maximize, Minimize, Close, Restore Jese Kam Is Key Se Kiye Jate Hai.

Shift+Del :-  Kisi Bhi File Ko Computer Se Permanent Delete Karne Ke Liye Shift+Del Ko Press Kiya Jata Hai.

Ctrl+Shift+Space :- Direct Taskbar Ko Open Karne Ke Liye Users Ko Ctrl+Shift+Space Key Ko Ek Sath Press Karna Hota Hai.

Shift + → : – Kisi Bhi Content Ko Select Karne Ke Liye Is Key Ka Use Kiya Jata Hai.

Window + L :- Computer Lock Karne Ke Liye Hame Window + L Key Ko Press Karna Hota Hai.

Window + E :- My Computer Explorer Open Karne Ke Liye Window + E Key Ka Use Hota Hai.

Object Properties Kaise Dekhe ?

Kisi Bhi Object Ki Properties Dekhne Ke Liye Users Ko Sabse Pahle Arrow Button Se Object Select Karna Hota Hai. Jiske Bad Alt+Enter Use Kare. Run Command Box Ko Open Karne Ke Liye Windows Logo+R Key Press Kare.

Computer Me Size Chota Bada Kaise Kare?

Computer Me Kisi Bhi Site Ko Chota Bada Karne Ke Liye Ctrl + & Ctrl – Ka Use Kiya Jata Hai. Bada Karne Ke Liye Ctrl + Our Chhota Karne Ke Liye Ctrl – Ka Use Hota Hai. Ms Office Me Type Font Ko Chhota Ya Bada Karne Ke Liye Jis Word Ka Size Badlna Hai Use Select Karnae Ke Bad Ctrl + Se Uska Size Badal Sakte Hai.

Ek Window Se Dusre Windows Me Kaise Ja Sakte Hai?

Ek Window Se Dusre Windows Me Jane Ke Liye Users Ko Alt+Tab Key Ko Press Karna Hoga. Sath Hi Ap Ctrl+Tab Ka Use Kar Bhi Ek Window Se Dusre Windows Me Ja Sakte Hai.

New Tab Open Kaise Kare ?

Apne Browser Me New Teb Open Karne Ke Liye Ap Ctrl+T Ka Use Kar Sakte Hai.

Ctrl+Tab : Open Browser Me Ek Teb Se Dusre Me Jane Ke Liye Users Ctrl+Tab Key Ka Use Karte Hai.

Alt+Spacebar :- Window Menu Me Ap Work Kar Rahe Hai To, Open Window Menu Me Jane Ke Liye Users Alt+Spacebar K Use Kare Sakte Hai.

Windows Logo :- Start Menu Option Me Jane Ke Liye Apko Windows Logo Button Press Karna Hoga.

Window+R :- Run Command Open Karne Ke Liye Apko Window+R Ka Use Karna Hoga.

Alt+Tab :- Window To Window Jne Ke Liye Users Alt+Tab Ek Sath Press Kre . Tab Ap Bina Mouse Se Ap Ak Window Se Dusri Window Me Ja Sakte Hai.

Shift+Tab :- Aage Jane Ke Liye Jis Tarah Tab Ka Use Kiya Jata Hai, Thik Usi Trah Shift+Tab Press Karne Se Aap Pichhe Ja Sakte Hai.

Ctrl+Alt+Delete :- In Tino Command Ko Ek Sath Press Karne Se Kai Tarah Ke Sam Asani Se Kar Sakte Hai Jese, Shutdown, Logoff, Restart, Taskbar End Sleep,

Ctrl + A :- Type Words Ko Select All Karne Ke Liye Ctrl + A Use Kiya Jata Hai.

Ctrl + B :- Kisi Bhi Word Ko Ctrl + B Se Bold Kiya Ja Sakta Hai.

Ctrl + C: Copy :- Copy Karne Ke Liye Ctrl + C Command Di Jati Hai.

Ctrl + D:- Font Ke Liye Ctrl + D Key Use Ki Jati Hai.

Ctrl + E:- Center Ke Liye Ctrl + E Press Karte Hai.

Ctrl + F:- Find Option Ke Liye Ctrl + F Ka Use Kiya Jata Hai.

Ctrl + G:- Go To Ke Liye Users Ctrl + G Use Kar Sakte Hai.

Ctrl + I :- Italic Option Ke Liye Ctrl + I Ka Use Kiya Jata Hai.

Ctrl + J:- Kisi Bhi Word Ko Justified Karne Ke Liye Ctrl + J Ka Use Kiya Jata Hai.

Ctrl + K: Hyperlink Karne Ke Liye Users Ctrl + K Ka Use Kar Sakte Hai.

Ctrl + L:- Ctrl + L Key Press Karane Se Left Alignment Open Kiya Jata Hai.

Ctrl + M:- Kisi Chij Ko Move Karne Ke Liye Ctrl + M Ka Use Kiya Jata Hai.

Ctrl + N:- New File Open Karne Ke Liye Ctrl + N Ka Use Kiya Jata Hai.

Ctrl + O:- Kisi Bhi File Ko Open Karne Ke Liye Ctrl + O Key Use Kiya Jata Hai.

Ctrl + P:- Kisi Bhi Chij Ko Print Karne Ke Liye Ap Shortcut Key Ctrl + P Ka Use Kiya Jata He.

Ctrl + Q:- Close Karne Ke Liye Ctrl + Q Key Use Kiya Jata Hai.

Ctrl + R:- Right Alignment Ya Reload Karne Ke Liye Users Ctrl + R Key Ka Use Kar Sakte Hai.

Ctrl + S:- Kisi Bhi File Ko Save Karne Ke Liye Ap Ctrl + S Use Kare.

Ctrl + U :- Kisi Word Yak Ahi Our Underline Karne Ke Liye Ctrl + U Ka Use Kare.

Ctrl + V:- Copy Kiye Gaye Word Ya Text Ko Pest Karne Ke Liye Ctrl + V Key Ka Use Kiya Jata Hai.

Ctrl + X:- Text Ya Word Ko Cut Karne Ke Liye Ctrl + X Use Kare.

Ctrl + Y :- Redo Ke Liye Shortcut Key Ctrl + Y Hai.

Ctrl + Z :- Undo Karne Ke Liye Users Ctrl + Z Ka Use Kar Sakte Hai.

Prt Sc Sys Rq :- Computer Screen Copy Karne Ke Liye App Prt Sc Sys Rq Command use Kar Sakte Hai.

Run command Use & Shortcut (Window+R)

Calc :- Calculator Open Karne Ke Liye Calc Use Kiya Jata Hai.

Mspaint :-Mspaint Se Ap Direct Paint Brush Open Kar Sakte Hai.

Notepad :-Notepad Open Ke Liye.

Winword :- Ms Word Open Krne Ke Liye.

Excel :- Excel Sheet Open Karne Ke Liye.

Msaccess :- Access Open Karne Ke Liye.

C:, D:, E:- Drive Ke Samne Callen Ka Use Kar Ham Us Drive Ko Open Kar Sakte Hai.

Computer Mai Bluetooth on Kaise Kare, How to use Bluetooth on your PC

Computer Screen Record कैसे करें, Software की मदद से कैसे स्क्रीन रिकॉर्ड करें?

Computer Me Folder Lock Kaise Kare

Leave a Comment