Email address Kaise banaye Archives · https://www.hindiroot.com/tag/email-address-kaise-banaye/ Thu, 01 Apr 2021 09:06:31 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.4 https://www.hindiroot.com/wp-content/uploads/2019/06/cropped-fevicon-32x32.png Email address Kaise banaye Archives · https://www.hindiroot.com/tag/email-address-kaise-banaye/ 32 32 New Email ID Kaise Banaye? https://www.hindiroot.com/how-to-create-new-email-account-in-hindi-2021/ https://www.hindiroot.com/how-to-create-new-email-account-in-hindi-2021/#respond Thu, 01 Apr 2021 09:06:31 +0000 https://www.hindiroot.com/?p=14483 chitthi na koi sandesh jane wo konsa desh kaha tum chale gaye. Aaj ka time Internet ka hai, ab chitthi ki jagah E-mail ne le li hai. Chitthi ki Guarantee to nahi hoti hai, lekin E-mail ki Guarantee message sent notification de deta hai. Vah bhi Few seconds me hi hame is bat ki notification ... Read more

The post New Email ID Kaise Banaye? appeared first on .

]]>
chitthi na koi sandesh jane wo konsa desh kaha tum chale gaye. Aaj ka time Internet ka hai, ab chitthi ki jagah E-mail ne le li hai. Chitthi ki Guarantee to nahi hoti hai, lekin E-mail ki Guarantee message sent notification de deta hai. Vah bhi Few seconds me hi hame is bat ki notification mil jati hai ki samne vale ko E-MAIL mila hai ya nahi.

E-MAIL ki khash bat to ye hai ki E-mail me hame na to home address ki jarurat hoti hai our na hi mobile number ki jarurat hoti hai. Hame eske liye sirf samne vale Person ki E-mail ID ki jarurat hoti hai. Yadi apki E-mail ID bani nahi hai to, apko ham batayenge ki kis tarah ap E-mail id bana sakte hai.

NEW Email ID Kaise Banaye? (How to create a new Email ID)

– Sabse pahle google par www.gmail.com Link open kare.
– Create Account par Click kare.
– First column me apna name bhare.
– Lastname column me surname Inter kare.
– Jis nam se ap Email ID Create karna chahte hai vah name Type kare.
– Easy Password Create kare, jise ap asani se yad rakh sake.
– Confirm password me jo apne password banaya hai use Inter kare.
– New id banate huye yadi apke @gmail.com se pahle Select name nahi milta hai to apko Column ke niche hi available ke kai Option mil jayenge, ap vaha se apna email ID Select kar sakte hai.
– Next option Click kare.
– Next page open hone ke bad usme aap details inter kare.
– Sabse pahle column me Mobile number bhare.
– second column blank rahne de.
– Third column me Date of birth type kare.
– fourth column me gender Select kare.
– Ending me Clicking par Next kare.
– Mobile number verification ke liye apke Phone par ek OTP ayega.
– End me Enter Verification Code ki jagah OTP inter kare.
– Yadi ap Video calls, messages, etc karne ke liye kaha jayega yadi ap ye nahi karna chahte to Skip kar proceed kar sakte hai.
– Ab users ko gmail Account ke Privacy and Terms ki Information di jayegi.
– Sabhi Terms ki Information Read karne ke bad ap I Agree par Click kare.
– I Agree ke bad apka Account ready ho jayega.
– Apni E-MAIL ID janne ke liye users
– screen ke right side Bell icon ke pas Google account options Select kare.
– Google account options par apko apna Email address show ho jayega.

Yahi Email address ko apko apne friend ko bata kar ap photos, video ko Transfer kar sakte hai. Apne E-mail id ko bata kar ap kisi ko bhi mail send ya Receive kar sakte hai.

Password Format 

E-mail ID ka password banate samay hame is bat ka dhyan rakhna chahiye ki ham jo bhi password Create kar rahe hai vah strong hona chahiye. Easy password hone se kai bar hamara account Hack hone ka dar bana rahta hai. Apke dvara banaya jane vala password ka Format kuchh is tarah hona chahiye, Rahul#123* is tarah ka password kafi Strong rahta hai.

E-mail id open kaise Kare? (How to open Email ID)

Kai bar users E-mail ID to bana lete hai, lekin bad me vah bhul jate hai ki akhir E-mail ID ko Log in kese kare. Ham apko kuchh Easy steps Follow kar ap E-mail Log in kar sakte hai.

– Sabse pahle users browser Open kar Gmail.com website Open kare.
– Ab apke samne Email ID our Password ke Two columns dikhai denge.
– Apna E-mail id Log in karne ke liye first columns me apna E-mail Id Inter kare.
– Second column me apko apka Password Inter karna hai.
– Jese hi ap apna E-MAIL ID our password Inter karte hai to apka E-mail address open ho jayega.

Conclusion:-

Kisi bhi usres ka E-mail ID banana bahut hi asan hai, yadi hamare dvara batai gai Steps sahi se follow karte hai to apko ID banane me kisi tarah ki koi Problem nahi hogi.

E-mail kaise dekhe :-

E-mail id banana ke bad ham use open karna bhi sikh gaye lekin ab bat ati hai E-mail Read ki to har koi kafi disappoint ho jata hai, kyo ki unhe is bat ki jankari nahi hoti hai ki akhir kis trah vah E-mail ko Read kar sakte hai. Apko ab nirash hone ki jarurat nahi hai kyo iki ham apko ab batayenge kuchh esi Easy step jinhe follow kar ap bina kisi Problem ke apke ID A par aye mail ko Read kar payenge.

– Usrs sabse pahle apne phone me Gmail App Open kar.
– Kai users ke phone me Already GMAIL download rahta hai lekin kai bar apke phone me Gmail nahi hota ap use Google play store se download kar sakte hai.
– Users gmail open kar apni Id Login kare.
– Gmail Login hote hi apke samne Gmail Inbox open hoga, jaha apko kai SMS show honge.
– Apko jis mail ko dekhna hai us par Click kar.
– Mail par Click karte hi vah open ho jayega.
– Is tarah ap kisi ka bhi mail open kar Read kar sakte hai.
– Users ko mail open karne me Confusion ho rahi hai to ap name se Search kar unka mail padh sakte hai.

E-mail ka Reply kese de? (How to reply to email)

Jab apko kisi vykti ke mail ka Reply dena hai to uske liye apko us vykti ka mail open karna hoga jise ap Reply karna chahte hai.

– Jis person ko reply dena hai uska mail open kare.
– Mail ke end me apko Reply ka Option dikhai dega.
– Ab apko mail ke Reply me jo dena hai use Type kijiye.
– Message type hone ke bad Send par click kijiye.

Computer me Email kaise dekhe? (How to see email on computer)

Kai users is bat se Confuse ho jate hai ki Computer ya Laptop me E-mail kese Check karte hai. To apko bata de ki mobail ki tarah Computer me apne E-mail ko Check karna kafi asan hai. Iske liye apko kuchh Easy steps follow karna hogi.

– Users sabse pahle apne Computer ya Laptop me Browser open kare.
– Browserme open kar Gmail.com Search kare.
– Login karne ke liye apna Gmail id our password ko Inter kare.
– Gmail id Login karne ke bad apke gmail ka Mail Box open ho jayega.

Gmail app par Email Schedule Kaise Kare?

Indian Railway Travel Insurance Kaise Kare, Travel Insurance Process in hindi

Aadhar Card Se Loan Kaise Le, Loan ke liye online Apply kaise kare?

Mutual Fund Agent Kaise Bane?

The post New Email ID Kaise Banaye? appeared first on .

]]>
https://www.hindiroot.com/how-to-create-new-email-account-in-hindi-2021/feed/ 0