Mutual Fund Agent Kaise Bane?

Good returns ke liye har koi mutual funds me Investment karte hai, lekin aaj bhi ese kai log hai, jinhe pata nahi hai, ki mutual fund kya hai ? Our mutual fund me invest kaise kiya jata hai. apki jankari ke liye bata de ki mutual funds ki Process very easy hai.

mutual funds me 3 tarah se Invested kiya jata hai. mutual funds me Online form fill kar investment kiya jata hai. apke dvara lagaya gaya mutual funds ka paisa stock market me use kiya jata hai. mutual funds me Agent kaise bane? Is bare me bhi ap janege.

Mutual fund kya hai? (What is a mutual fund)

Easy language me Mutual fund ek pool of money hai, jise Professional manager Manage karta hai. ye ak Trust hai, jo Mutual fund Investors ke paiso ka Collection karta hai. jo Equal investment, Bond, Equal equity, Money Market Instruments end securities me Investment karna chahte hai.

is investment se income/ profit ka Distribution scheme ke tahat Net Asset Value ka NAV Calculation kar expense end Levy deduction kar All investors ko Ratio me bata jata hai. Large investors ke paiso ko Ak pool me dalna hi Mutual fund hai.

Bharat me mutual fund ka itihas (History of mutual funds in india)

mutual fund ka Janmabhoomi Usa hai.

stage -1 (1964-1987) Unit Trust of India (UTI) Development

stage -2 (1987-1993) Public sector entry

stage -3(1993-1996) Funds Evolution

stage -4(1996-1999) Development and SEBI Regulations

stage-5 (1999-2004) Large and similar industries Regulations

stage-6(After 2004) Consolidation and development

Mutual fund agent kaise bane?

First step :- NISM V-A certification exam clear karna.

second step :- ARN NUMBER Receiving karna .

Third step :- Mutual Fund House (AMC) contract karna.

India me Mutual Funds Investment karna kafi Popular ho raha hai. yadi ap ek Mutual fund agent banana chahte hai, to aap logo ko right mutual fund Choose karane me unki help kar sakte hai.

Mutual fund agent banana apke liye Very good career Option ho sakta hai. chaliye jante hai ap Mutual fund agent kaise ban sakte hqai ? India me Mutual fund agents banne ke liye apko three steps ko clear karna hoga.

First step :- NISM V-A CERTIFICATION EXAM Passing karna.

Mutual fund agents banne ke liye apko National Institute of V-A certification exam (NISM) clear karna hoga. Is exam ke liye apko NSIM website par NISM V-A certification exam registration karna hoga.

Registration Eligibility :-

NISM exam ke liye apko kisi bhi tarah ki Minimum qualification ka bond nahi hai. yadi apne 10th tak Study ki hai to, bhi ap NISM EXAM Registration kar sakte hai. Main document ke liye aap PAN card and Aadhar card hona compulsory hai.iske alava Other General Personal Information hona jaruri hai.

Exam registration fees 1500 rupees hai. Complete updated information apko NSIM website par mil jayegi. Jab aap registration kar dete hai, to apko Exam all necessary information EMAIL par Send kar di jayegi.

Jab aap Exam de dete hai, to apko results bahut jaldi hi mil jata hai. Exam ka results end Certificate apko EMAIL par mil jata hai. NISM V-A certification result milne ke bad apko Mutual Fund Agent second step Follow kar sakte hai.

second step :- ARN NUMBER Receiving

ARN Number Full Form AMFI Registration Number hai, end AMFI ka Meaning Association of Mutual Funds in India hota hai. ARN Number ko common language me Mutual fund agent ka Agent code kah sakte hai. ARN Number ke sath EUIN Employees Unique Identification Number bhi diya jata hai.

jab apko URN and EUIN number mil jata hai, to ap Mutual FUND AGENT ban gaye hai, lekin abhi apko agent ke tor par mutual fund Sell karne our usase Commission benefit lene ke liye end puri tarah Mutual Fund Agent banne ke liye apko ek our Step follow karni hogi.

THIRD STEP MUTUAL FUND HOUSE (AMC) CONTRACT

Market me different mutual fund houses end Many Mutual Fund Schemes available hai.ab ye ap par Depend karta hai ki aap Mutual Fund Scheme Sell karna chahte hai,apko us mutual fund ke fund house se bat karni hogi. Mutual Fund House ke sath apko Contract or agreement karna hoga.

jisme Agreement or contract ke anusar apko fund house se Sold Mutual Fund Scheme par Commission and other benefits milta hai. is Process se ap Final Mutual Fund Agent ban sakte hai.ab ap par Depend karta hai, ki aap Mutual Fund Agent ke tor par kitna labh kama pate hai.

Mutual Fund Agent banana hi kafi nahi hota hai. isase apki Success puri nahi hoti hai, balki apko Success tabhi mil sakti hai, jab aap ek Superior agent ki tarah work kar sabhi ko behtar Facility dete hai.

MUTUAL FUND AGENT KE FAYDE KYA KYA HAI? (Benefits of Mutual Fund Agent)

MUTUAL FUND AGENT Banane ke bad apke pas Additional income option hota hai.

commission ke tor par aap Passive income kama sakte hai.

Mutual Fund Agent ke tor par ap Full time or part time work bhi kar sakte hai.

Mutual Fund Agent jitna Better, jyada work karta hai, utna hi benefit apko hi milta hai.

Mutual Fund Agent According to need mutual fund Sell kar commission Earn karne ka Business Start bhi kar sakte hai.

Mutual Fund Agent online website / blog creating apne ghar se hi work kar sakte hai.

Mutual Fund me invest kaise kare?

aap kisi bhi Mutual Fund website par Direct investment kar sakte hai.yadi ap chahe to, ap Mutual Fund Advisor se advice bhi le sakte hai. yadi ap Mutual Fund website par Direct investment karte hai, to Mutual Fund Scheme me direct plan me Investment kar sakte hai.

yadi aap ksi Advisor ki Help se investment karte hai, our Mutual Fund Scheme regular plan me Investment karna chahte hai, to apko Mutual Fund website par jana hoga.ap chahe to, Mutual Fund Office me bhi apne Document le ja sakte hai.

Mutual Fund ke Direct Plan me Investment karne se apko ek benefit milta hai.apko kisi bhi Mutual Fund Agent ko commission nahi dena hota hai. jiske karan Long term investment me apka returns Increase ho jata hai. halaki iske liye apko ek Problem face karni hogi. Apko sab kuchh Research karna hoga.

Bharat me kitne tarah ke Mutual Fund hai ?(How many types of mutual funds in India)

Equity Mutual Fund

Debt Mutual Fund

Hybrid Mutual Fund

Solution Oriented Mutual Fund

Equity Mutual Fund :-

Is Scheme me investors ki cost Direct investment shares me hote hai. short time ke liye ye Scheme Risky ho sakti hai, lekin Long Term me ap best returns kama sakte hai. esi Mutual Fund Scheme me Investment se apka Return Depend karta hai Stock performance par . Financial goal of investors ke 10 years Complete ho gaye hai, vah is trah ke Mutual Fund Scheme Invest kar sakte hai. 10 different types ke Equity Mutual Fund Scheme hai

Debt Mutual Fund :-

Debt Mutual Fund scheme debt securities Investment karte hai. short time Financial goal complete karne ke liye Investors Invest karte hai.5 years se kam Short time ke liye isme invest karna best hota hai. Mutual Fund Scheme Shares Comparison me ye Low risk vale hote hai. bank fixed deposits Comparison me Better returns milta hai.

Hybrid Mutual Fund :-

Hybrid Mutual Fund me Equity Mutual Fund end Debt Mutual Fund dono me Investment kiya jata hai. scheme choosing karte samay Investors ko risk ability ko dhyan rakhna hota hai. Hybrid Mutual Fund scheme Six categories me divide kiya gaya hai.

Solution Oriented Mutual Fund :-

Solution Oriented Mutual Fund Scheme specific goals ke liye banai hoti hai. is Scheme me Retirement scheme or child education le goals hote hai. is scheme me Investors ko least five years tak Investment necessary hota hai.

Expense ratio kise kahte hai?

Mutual Fund Charge evm Mutual Fund scheme me hone vale All expenses ko Expense ratio kahte hai. Expense ratio se apko pata chalta hai ki Mutual Fund Management me per unit Cost kitni hoti hai. generally Expense ratio Mutual Fund Scheme Net asset average 1.5-2.5 percent hota hai.

expert opinion le (Consult an expert):-

mutual fund ke bare me yadi apko koi information nahi ho, to Investment se pahle ksii bhi Mutual fund expert se is bare me Consult jarur kare. Yadi ap esa nahi karte hai, to apko loss ho sakta hai. yadi apko Information hai, to best way to invest Direct plan hota hai, isme Investment se higher returns milta hai. Direct plan me kisi bhi Agent ka commission nahi hota hai.

mutual fund ke bare me kaise jane?

mutual fund me invest karne ki Information hasil karna kafi Easy process hai. Website of Association of Mutual Funds in India www.amfiindia.com par ap Information hasil kar sakte hai. Mutual Fund Basic Information ke liye apko kuchh samay tak Mutual Fund notice karna hoga, ki unke Net asset value me kis tarah Change ho raha hai.

Risk ko dhyan me rakh kar kare Investment :-

Jab ham ksii bhi chij me Investment karte hai, Risk to hota hi hai. Mutual Fund me bhi kai tarah ke Risk hote hai. jinke bare me hame janana Necessary hota hai.

Stock market risk kya hai?

Mutual funds apne equity scheme se collected money ka Investment Share Market me karti hai. Share Market ke bare me kisi bhi tarah ki koi Prediction karna bahut hi kathin kam hota hai, jis karan Equity Mutual Fund me Investment karna Risky mana jata hai. Experts kahte hai ki long time ke liye thoda-thoda paisa lagane se good returns mil sakta hai.

IRCTC Agent Kaise Bane, Online apply for Railway Agent 2021

Nakli Note Milane par kya kare, Fake Currency Rule in India

Ulip VS Mutual Fund :- ULIP Policy kya hai?

Credit Card Kya Hota Hai, Online Credit Card Apply Kaise Kare?

Property Nilami Kaise Hoti Hai?

Leave a Comment