terms and conditions in india Archives · https://www.hindiroot.com/tag/terms-and-conditions-in-india/ Sat, 27 Mar 2021 09:40:28 +0000 en-US hourly 1 https://wordpress.org/?v=6.4.4 https://www.hindiroot.com/wp-content/uploads/2019/06/cropped-fevicon-32x32.png terms and conditions in india Archives · https://www.hindiroot.com/tag/terms-and-conditions-in-india/ 32 32 galti se kisi aur Bank Account mein transfer ho gaya paisa kaise milega? https://www.hindiroot.com/money-transferred-to-wrong-bank-account/ https://www.hindiroot.com/money-transferred-to-wrong-bank-account/#respond Sat, 27 Mar 2021 09:40:28 +0000 https://www.hindiroot.com/?p=14447 Online fraud kahe ya fir Internet fraud bat ek hi hai. Is tarah ke case apko aye din sunane ko mil hi jate honge. Cyber crime vale log kai bar apke account ko khali kar dete hai. Jiski apko bhank tak nahi lagti hai. Kai bar jab aap Online transfer karte hai to, apki galti ... Read more

The post galti se kisi aur Bank Account mein transfer ho gaya paisa kaise milega? appeared first on .

]]>
Online fraud kahe ya fir Internet fraud bat ek hi hai. Is tarah ke case apko aye din sunane ko mil hi jate honge. Cyber crime vale log kai bar apke account ko khali kar dete hai. Jiski apko bhank tak nahi lagti hai. Kai bar jab aap Online transfer karte hai to, apki galti se apke paese dusre account me transfer ho jate hai, us smay ap badi Problem me aa jate hai.

Kai bar Net banking ya fir kisi any tarah se ap kisi kop ese transfer karte ho to ek chhoti si apki galti se vah pese kisi anjan vykti ke Bank account me transfer ho jate hai. Ya fir kai bar apke sath Online crime bhi ho jata ho jata hai, is sthiti me apko Tension lene ki jarurat nahi hoti hai. Ap apne pese ko vapas pa sakte hai. Lekin apko iske liye Bank rules follow karna hoga. Jiske bad ap apne pese vapas le sakte hai.

Bank rules in india:-

Reserve Bank of India ke according to rules yadi kisi ne apke Account se Money Withdrew kar li hai, our apko is bat ki koi Information nahi hai, to ise Fraud hi mana jayega. Is Situation me apko sabse pahle bank ko three days ke andar hi Information dena hoga.

Bank is bat ki investigate karega ki apke Bank account se pese apki mistake se kisi dusre vykti ke account me Transfer hog aye hai, ya fir apke sath Fraud ya fir cyber crime huaa hai, to apko Bank apke pure pese dene ka promise karti hai. Lekin iske liye apko Bank terms ka palan karna hoga.

Bank terms and conditions in india :-

Bank se apni Money vapas lene ke liye apko sabse pahle Internet banking, Card, our call ko closed karana jaruri hai. Police station me fraud ki report likhaye. Bank me FIR ki Copy le kar jaye.

Police apki report ke adhar par bank account se withdrawn hui money ki inspection karega, jiske bad Police ki Investigation me yadi apke sath fraud huaa hai to, apko bank pure pese vapas dega.

Lekin apki galti se yadi kisi dusre vykti ke account me pese Transfer ho jate hai, to is Condition me yah bank par Dependent hota hai, ki bank apko vah pese vapas dega ya nahi. Halaki evidence dene ke bad bank apko apke sare pese vapas de degi.

Mobile Banking Security Tips in Hindi :- Online Payment Kaise Kare?

Bank Account Band Kaise Kare,Account close Application kaise likhe?

Aadhar Card Bank Account Se Link kaise kare?

Bank Account me Register Mobile Number change kaise kare?

The post galti se kisi aur Bank Account mein transfer ho gaya paisa kaise milega? appeared first on .

]]>
https://www.hindiroot.com/money-transferred-to-wrong-bank-account/feed/ 0