Mobile Phone Chori Hone Par Kya Kare

Kai bar jaldbaji me to kai bar hamari laaparwahi ki wajah se hamara phone kho jata hai ya fir koi chori kar leta hai. Phone me hamari dher sari photos, vidoes aur dher sara data hota hai jiske bina ham adhure se ho jaate hai. Aise me phone chori ho jaye to kya kare. Is baat ka jawaab aapko is article me milega.

Mobile chori ho jaye to kya kare?

Agar aapka mobile ya fir smartphone chori ho jata hai to aap sabse pahle ek number par call kare. Ye number indian government ki or se jaari kiya gaya hai. Agar aap is number par phone chori hone ki complaint karenge to sambhavna hai ki aapka phone waapas mil jaye.

Mobile chori hone ki complaint kaha kare?

Government of India ne mobile chori hone ki complaint karne ke liye ek helpline number jaari kiya hai. Aap 14422 par call karke apne mobile phone chori hone ki complaint kar sakte hain. Is number ko dursanchar proudhogiki kendra dwara jari kiya gaya hai jinke pass mobile dhundhne ke tarike hai aur we dhundhkar tress kar lenge iske baad aapke data ka misuse na ho isliye use turant delete bhi kar lenge.

Agar aap police ke pas complaint karke thak chuke hain aur aapka mobile nahi mil raha hai to mobile chori hone ka ye best helpline number hai. Mobile ke chori hone ke baad ise jarur try kare. Ho sakta hai ki aapka mobile jaldi hi aako mil jaye.

छोटे व्यापारियों को यह Bank दे रहा है 10 करोड़ का Loan

Business Ideas in Hindi : बिना पैसों के शुरू करे ये 5 Business

Photography के लिए कौन-सा Apps इस्तेमाल करें

इंटरनेट क्या है, Internet काम कैसे करता है जानिए

Google Map पर पता डालना है, फॉलो करें ये प्रोसेस

Online Voter ID List me Apan Naam Kaise Check Kare

Leave a Comment