Smartphone Ko Banaya Apna Friend-Best Smartphone Tips And Tricks in Hindi

Technology Ke Is Yug Mein Aaj Haath Mein Smartphone Hai Har Smartphone Main Kuch Khaas Hai Hi Kisi Mein Shandar Mobile Apps Hain Tu Kisi Main Latest Games Hai Aaj Ka Yuva Varg Har Samay Smart Phone Par Laga Rehta Hai Kabhi Video Dekhta Hai Tu Kabhi Social Media Par Chatting Karta Hai Jitne A Smartphone Ke Fayde Hain Usse Kahi Guna Iske Nuksan Bhi Hote Hain Aisa Lagta Hai Ki Mobile Phone Ne Aap Ki Life Ko Capture Karke Rakha Hai Apni Life Ko Smartphone Se Mukt Rakhna Hoga Aur Apne Phone Ko Apne Work Productivity Mail Aana Hoga Jante Hain Kaise Smartphone Aap Ko Aap Apna Dost Bana Sakte Hain.

Mobile Phone Ko Har Kaam Mein

Aapke Phone Mein Har Chij Uplabdh Hai Iska Kya Matlab Nahin Ki Aap Har Kaam Ke Liye Smart Phone Ke Piche Bhagya Aapko Photo Leni Hai Ya Snapchat Filter Lagane Hain Har Kaam Ke Liye Smartphone Ka Upyog Karna Samajhdar E Nahin Hai Aapko Tai Kar Lena Chahiye Ki Phone Ko Kis Kaam Mein Lena Hai Life Mein Shanti Laane Ke Liye Kya Kaam Ko Asan Banane Ke Liye Aap Gadget Ka Istemal Kar Sakte Hain Udhar Unke Liye Alarm Ki Jarurat Hai To Alarm Clock Kharidne Se Bistar Ke Paas Phone Rakhne Ki Andar Se Mukti Mil Sakti Hai.

Kharab Mobile Apps Phone Se Hata De

Apne Phone Par Nazar Dalen Ismein Maujud Kahin Saare Mobile App AP Hai Jo Jo Aap Jyada Istemal Nahi Karte Apps Ke Bare Mein Vichar Karen Socha Ki Kya Yar Apps Aapki Zindagi Ko Behtar Bana Rahe Hain Kya Cricket Match Candy Crush Ya IPL Ki Har Game Ka Update Liye Bina Aap Nahin Reh Sakte Hain Kuch Fayda Hone Wala Hai Phone Mein Maujud Har Chij Ko Delete Kar De Jo Aap Ki Zindagi Main Sudhar Nahin Kar Rahi Hai Aapka Uddeshiya Hona Chahiye Ki Phone Ko Working Productive Sathi Banayan Aise Mobile App Ko Phone Mein Install Karna Chahie Jo Aap Ki Life Ko Agale Badhane Mein Madad Karte Ho.

Smart Phone Ki Home Screen Ko Control Karen

Aap Ke Phone Ki Home Screen Aisi Hoti Hai Jise Aap Pure Din Mai Kai Bar Dekhte Hain Home Screen Par Hamesha Kaam Mein Aane Wale Apps Ko Hi Rakhna Chahiye Aise Rakhne Se Bachna Chahiye Jo Aap Ka Samay Barbad Karte Hain Apni Mobile Screen Ke Home Page Par Specific End2end Task Wale Apps Rakhna Chahiye Calendar Apps Google Map Or Note Taking Mobile Apps Hone Chahie Dhyan Rahe Home Screen Par Wahi Hai Phone Jinse Aap Kuch Shiksha Ke Yaar Beli Aapke Kaam Main Sudhar La Sakti Hai Jaruri Apps Ko Annaya Folder Mein Shift Kar Dena Chahiye.

Notification Ko Control Karen

Mobile Ke Notification Ke Karan User Ka Dhyan Sabse Jyada Bhang Hota Hai Jab Aap Koi Kaam Dhyan Se Karne Ki Koshish Kar Rahe Hote Hain Tabhi Notification Aata Hai Aur Aap Ka Dhyan Aap Ke Kaam Se Bhatak Jata Hai Apne Phone Ki Setting Mein Jakar Her Notification Ko Turn Off Kar De Aise Mobile Apps Jo Unnecessary Notification Bhejta Hai Use Band Kar De Yeah Vibrate Par Kar Sakte Hain Aapko Lagta Hai Ki Yeh Mere Liye Jaroori Hai Sirf Mobile Apps Ke Notification Aap Ko Rakhna Chahiye.

MI Smartphone Ke Market Mein Nayi Technology Aa Rahi Hai Ya Hamare Samaj Ko Bhi Naya Swaroop De Rahi Hai Ab Humne Ke Jhatke Ko Suvidha Se Badhkar Status Symbol Bana Liya Hai Yuva Varg Selfie Kendrit Ho Chuki Hai Tech Industry Mein Samajik Pratishtha Ki Tulna Aur Prashansa Pane Ki Hamari Lalla Ko Badhawa Diya Hai Isne Dimag Ki Sochne Ki Shakti Par Negative Astadala Hai Lagatar Social Media Par Bane Rahana Phone Ka Durupyog Hai Ho Sake To Social Media Ka Upyog Kaam Karen Yeah Ek Samay Nirdharit Karen.

Smartphone Hang : Smartphone Ki Storage Kaise Khali Kare?

Without Internet Smartphone Use

Set Up New Smartphone, Naye Smartphone Ko Safe Kaise Rakhe?

Apni Car Ko Banaya Technology Friendly-Control Car with Phone

Laptop To Laptop Data Transfer Kaise Karte Hai?

Leave a Comment